SEARCH RESULTS
Showing search results for "بدکار"
Ghazal MATCHES FOR "بدکار"
Ghazal
paarsaa KHvaab sabhii us ke tasarruf me.n rahe
raat bhii ho ga.ii badkaar kahaa.n jaa.uu.n mai.n
Khursheed Akbar
Ghazal
vo siyahkaar vo badkaar hamaare kab the
KHaak me.n mil jo rahe the vo sitaare kab the
Khalid Ebadi
Ghazal
junuu.n me.n jitnii bhii guzrii ba-kaar guzrii hai
agarche dil pe KHaraabii hazaar guzrii hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
mai.n kisii shaKHs se bezaar nahii.n ho saktaa
ek zarra bhii to be-kaar nahii.n ho saktaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
dast-o-paa rakhte hai.n aur be-kaar kyo.n baiThe rahe.n
ham uThe.nge apnii qismat ko banaane ke liye
Syed sadiq husain
Ghazal
mujh se tum kaam na lo kaam me.n laa.o mujh ko
ko.ii to shahr me.n aisaa hai ki be-kaar nahii.n
Jaun Eliya
Ghazal
sach ye hai be-kaar hame.n Gam hotaa hai
jo chaahaa thaa duniyaa me.n kam hotaa hai
Javed Akhtar
Ghazal
ye shaKHs farhat-'ehsaas' aisii burii balaa hai
ham us ke saath rah kar be-kaar ho ke nikle
Farhat Ehsas
Ghazal
KHushaa vo kashmakash-e-rabt-e-baahamii jis ne
dil o dimaaG ko be-kaar kar ke chho.D diyaa
Shakeel Badayuni
Ghazal
mai.n bhii be-kaar huu.n aur tum bhii ho viiraan bahut
dosto aaj na ghar jaa.o ki kuchh raat kaTe
Nasir Kazmi
Ghazal
kal un ke aage sharah-e-tamannaa kii aarzuu
itnii ba.Dhii ki nutq ko bekaar kar diyaa
Josh Malihabadi
Ghazal
Abbas Tabish
Ghazal
ho sabr ki betaabii ummiid ki maayuusii
naira.ng-e-mohabbat bhii be-kaar nazar aayaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
so ga.e ham bhii ki be-kaar thaa rasta taknaa
us ko aanaa hii nahii.n thaa shab-e-va.ada yuu.n bhii
Ahmad Faraz
Ghazal
the bazm me.n sab duud-e-sar-e-bazm se shaadaa.n
be-kaar jalaayaa hame.n raushan-nazrii ne
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
ye umr-bhar kaa jaagnaa be-kaar hii na jaa.e
to naa.n milaa to saarii riyaazat fuzuul hai
Wasi Shah
Ghazal
ka.ii unvaan hai.n mamnuun-e-karam karne ke
ishq me.n kuchh na sahii zindagii be-kaar to hai