SEARCH RESULTS
Showing search results for "بسایا"
Ghazal MATCHES FOR "بسایا"
Ghazal
ye nayaa shahr to hai KHuub basaayaa tum ne
kyuu.n puraanaa hu.aa viiraan zaraa dekh to lo
Javed Akhtar
Ghazal
Gulzar
Ghazal
tuu miraa kufr bhii hai tuu miraa iimaan bhii hai
tuu ne luuTaa hai mujhe tuu ne basaayaa hai mujhe
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
dil markaz-e-hijaab banaayaa na jaa.egaa
un se bhii raaz-e-ishq chhupaayaa na jaa.egaa
Shakeel Badayuni
Ghazal
ab giregii bhii to kaise ki bahut sabr ke saath
ham ne diivaar ko haatho.n se banaayaa hu.aa hai
Kishwar Naheed
Ghazal
us ne be-kaar ye bahruup banaayaa hu.aa hai
ham ne jaaduu kaa ik aa.iina lagaayaa hu.aa hai
Irfan Siddiqi
Ghazal
Waqas Yusuf
Ghazal
daryaaft kar liyaa hai basaayaa nahii.n mujhe
saamaan rakh diyaa hai sajaayaa nahii.n mujhe
Asifa Nishat
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
Wamiq Jaunpuri
Ghazal
ye aur baat ki vo ab yahaa.n nahii.n rahtaa
magar ye us kaa basaayaa hu.aa makaan to hai
Aqeel Shadab
Ghazal
dil ke tii.n aatish-e-hijraa.n se bachaayaa na gayaa
ghar jalaa saamne par ham se bujhaayaa na gayaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
bhii.D vo thii tirii chaukhaT pe talab-gaaro.n kii
ko.ii be-lams rahaa teraa bulaayaa bhii hu.aa
Syed Kashif Raza
Ghazal
Athar Nafees
Ghazal
jis kii KHaamoshii me.n aaseb sukuu.n karte ho.n
aisaa viiraana basaayaa to nahii.n jaa saktaa
SabeenSaif
Ghazal
jis ghar ko basaayaa thaa mirii be-KHabarii ne
aaj us ko tirii KHud-nigarii kar ga.ii barbaad
Shohrat Bukhari
Ghazal
itnii achchhii thii mulaaqaat ki pahle din hii
dil me.n 'afroz' basaayaa use socho.n kii tarah