SEARCH RESULTS
Showing search results for "بوسہ"
Ghazal MATCHES FOR "بوسہ"
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
dikhaa ke jumbish-e-lab hii tamaam kar ham ko
na de jo bosa to mu.nh se kahii.n javaab to de
Mirza Ghalib
Ghazal
Jaleel Manikpuri
Ghazal
bose kii to hai KHvaahish par kahiye kyuu.nki us se
jis kaa mizaaj lab par harf-e-savaal baa.ndhe
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
sohbat me.n Gair kii na pa.Dii ho kahii.n ye KHuu
dene lagaa hai bosa baGair iltijaa kiye
Mirza Ghalib
Ghazal
mile agar lab-e-shiirii.n kaa tere ik bosa
to lutf ho mujhe albatta yaar eid ke din
Akbar Allahabadi
Ghazal
ham ko gaalii ke liye bhii lab hilaa sakte nahii.n
Gair ko bosa diyaa to mu.nh se dikhlaa kar diyaa
Adil Mansuri
Ghazal
Meer Mehdi Majrooh
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
ik bosa diijiye miraa iimaan liijiye
go but hai.n aap bahr-e-KHudaa maan liijiye
Akbar Allahabadi
Ghazal
Nizam Rampuri
Ghazal
aap to bas kholiye lab bosa dene ke liye
bosa dene par jo hai takraar kam kar diijiye
Farhat Ehsas
Ghazal
miltaa hai kabhii bosa ne gaalii hii paate hai.n
muddat hu.ii kuchh ham ko in.aam nahii.n hotaa
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
KHaal-e-lab-e-shiirii.n kaa diyaa bosa kab us ne
ik chaaT lagaane ko mire niishkarii dii
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
kiyaa thaa use bosa-baazii ne paidaa
kamar kii tarah se jo Gaa.eb dahaa.n thaa