SEARCH RESULTS
Showing search results for "بھانجے"
Ghazal MATCHES FOR "بھانجے"
Ghazal
ab tak dil-e-KHush-fahm ko tujh se hai.n umiide.n
ye aaKHirii sham'e.n bhii bujhaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
log TuuT jaate hai.n ek ghar banaane me.n
tum taras nahii.n khaate bastiyaa.n jalaane me.n
Bashir Badr
Ghazal
socho to ba.Dii chiiz hai tahziib badan kii
varna ye faqat aag bujhaane ke liye hai.n
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
is shahr ke baadal tirii zulfo.n kii tarah hai.n
ye aag lagaate hai.n bujhaane nahii.n aate
Bashir Badr
Ghazal
tumhaarii yaad ke jab zaKHm bharne lagte hai.n
kisii bahaane tumhe.n yaad karne lagte hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
aariz pe shafaq, daaman-e-mizhgaa.n me.n sitaare
yuu.n ishq kii tauqiir ba.Dhaane ke liye aa
Talib Baghpati
Ghazal
kyaa jaane kis kii pyaas bujhaane kidhar ga.ii.n
is sar pe jhuum ke jo ghaTaa.e.n guzar ga.ii.n
Kaifi Azmi
Ghazal
hogaa ko.ii is dil saa bhii diivaana ki jis ne
KHud aag lagaa.ii ho bujhaane bhii chalaa ho
Zeb Ghauri
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
havaa.e.n tez thii.n ye to faqat bahaane the
safiine yuu.n bhii kinaare pe kab lagaane the
Aashufta Changezi
Ghazal
aa.e the dil kii pyaas bujhaane ke vaaste
ik aag sii vo aur lagaa kar chale ga.e
Jigar Moradabadi
Ghazal
aasmaa.n aisaa bhii kyaa KHatra thaa dil kii aag se
itnii baarish ek shole ko bujhaane ke liye
Zafar Gorakhpuri
Ghazal
ab to saraab hii se bujhaane lage hai.n pyaas
lene lage hai.n kaam yaqii.n kaa gumaa.n se ham
Rajesh Reddy
Ghazal
rahguzar me.n tirii qaaliin bichhaane vaale
KHuun kaa farsh bichhaane ke liye nikle hai.n
Jaun Eliya
Ghazal
sar par to biThaane ko hai tayyaar zamaana
lekin tire rahne ko yahaa.n ghar na milegaa
Waseem Barelvi
Ghazal
be-sabab baat ba.Dhaane kii zaruurat kyaa hai
ham KHafaa kab the manaane kii zaruurat kyaa hai
Shahid Kabir
Ghazal
qad meraa ba.Dhaane kaa use kaam milaa hai
jo apne hii pairo.n pe kha.Daa ho nahii.n saktaa