SEARCH RESULTS
Showing search results for "بھیانک"
Ghazal MATCHES FOR "بھیانک"
Ghazal
chehre ko jhurriyo.n ne bhayaanak banaa diyaa
aa.iina dekhne kii bhii himmat nahii.n rahii
Khumar Barabankavi
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
Fazl Tabish
Ghazal
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
Shamim Jaipuri
Ghazal
kaun thaa qaa.il-e-qahr honaa thaa jis ko abhii
TuuT kar jis pe barsii bhayaanak ghaTaa kaun thaa
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
Shad Azimabadi
Ghazal
Mahender Kumar Sani
Ghazal
a.ndherii raat bhayaanak kha.nDar muhiib fazaa
bhaTak rahaa huu.n ajal ke siyaah-KHaano.n me.n
Rais Amrohvi
Ghazal
tiirgii shaam-e-lahad kii hai bhayaanak lekin
hai ye utraa hu.aa jaama shab-e-tanhaa.ii kaa
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Ghazal
Prem Warbartani
Ghazal
Bismil Saeedi
Ghazal
a.ndheraa un ke gharo.n kaa bahut bhayaanak hai
tamaam shahr me.n jin ke charaaG jalte hai.n
Shahjahan Bano Yaad
Ghazal
Hiamanshu Panday
Ghazal
Anas Nabeel
Ghazal
dukh bhare din ho.n ki ho.n Gam kii bhayaanak raate.n
aaj tak ham kisii maahaul me.n ghabraa na sake
Kamal Jafari
Ghazal
shaam dhu.ndlaa.ii hu.ii aur bhayaanak jangal
aise maahaul me.n ab kis ko sadaa dii jaa.e
Qasim Rasa
Ghazal
vahii kasiif ghaTaa.e.n vahii bhayaanak raat
sahar se jaise gurezaa.n ho.n aaj bhii lamhaat