SEARCH RESULTS
Showing search results for "تقویم"
Ghazal MATCHES FOR "تقویم"
Ghazal
hijr ke baadal chhaTe to vasl kii taqviim me.n
dil huvaidaa ho rahaa hai gulsitaanii rang kaa
Obaid Siddiqi
Ghazal
us nigaah-e-naaz ne yuu.n raat-bhar tajsiim kii
sab charaaGo.n me.n baraabar raushnii taqsiim kii
Aurang zeb
Ghazal
saarii maKHluuq se taqviim me.n ahsan huu.n mai.n
aur phir aag kaa ii.ndhan bhii banaayaa hai mujhe
Jameel Yusuf
Ghazal
band kar lete hai.n aavaara havaa muTThii me.n
phir fazaa me.n use taqsiim kiyaa karte hai.n
Shakir Kundan
Ghazal
Syed Nawab Haider Naqvi Rahi
Ghazal
taqviim-e-tahayyur me.n 'kafiil' aa to ga.e ham
gardish me.n hai.n ab shaam-o-sahar aur tarah ke
israr Kafeel
Ghazal
ai udaasii lams-e-KHush-taasiir kii hairat me.n Dhal
ai mohabbat hijr kii taqviim ko aage ba.Dhaa
Saima Zaidi
Ghazal
Jashn Abbas
Ghazal
Tauheed Zeb
Ghazal
KHayaal-o-fikr kii taqviim me.n sar-e-aflaak
diye jalaate hai.n taare ufuq pe Taa.nkte hai.n
Shahnaz Parveen Sahar
Ghazal
go daava-e-taqvaa nahii.n dargaah-e-KHudaa me.n
but jis se ho.n KHush aisaa gunahgaar nahii.n huu.n
Akbar Allahabadi
Ghazal
zaahid ye zohd-o-taqvaa-o-parhez kii ravish
mai.n KHuub jaantaa huu.n mujhe maar diijiye
Ahmad Farhad
Ghazal
dil guzargaah-e-KHayaal-e-mai-o-saaGar hii sahii
gar nafas jaada-e-sar-manzil-e-taqvii na hu.aa
Mirza Ghalib
Ghazal
savaab-o-taa.at-o-taqvaa faziilat-o-alqaab
pa.De hu.e the kahii.n mai.n nashe se mil rahaa thaa
Ali Zaryoun
Ghazal
Amjad Islam Amjad
Ghazal
taqsiim kiye paara-e-dil bazm-e-butaa.n me.n
har ek ke hai paas nishaanii mire dil kii
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
jo hogii sub.h to taqsiim ho jaa.e.nge phir ham
Dhalii hai shaam to KHud ko ikaTThaa kar rahe hai.n
Irfan Sattar
Ghazal
'momin' ye laaf-e-ulfat-e-taqvaa hai kyuu.n magar
dillii me.n ko.ii dushman-e-iimaa.n nahii.n rahaa