SEARCH RESULTS
Showing search results for "جائیے"
Ghazal MATCHES FOR "جائیے"
Ghazal
ab us ke shahr me.n Thahre.n ki kuuch kar jaa.e.n
'faraaz' aa.o sitaare safar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
pa.Diye gar biimaar to ko.ii na ho tiimaardaar
aur agar mar jaa.iye to nauha-KHvaa.n ko.ii na ho
Mirza Ghalib
Ghazal
hijr kii aa.nkho.n se aa.nkhe.n to milaate jaa.iye
hijr me.n karnaa hai kyaa ye to bataate jaa.iye
Jaun Eliya
Ghazal
zindagii kii har kahaanii be-asar ho jaa.egii
ham na ho.nge to ye duniyaa dar-ba-dar ho jaa.egii
Rahat Indori
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
na duniyaa na uqbaa kahaa.n jaa.iye
kahii.n ahl-e-dil kaa Thikaanaa bhii hai
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
ab to ye shaayad kisii bhii kaam aa saktaa nahii.n
aap hii le jaa.iye mere dil-e-naadaan ko
Zeeshan Sahil
Ghazal
shauq se zulm-o-sitam ab roz Dhaate jaa.iye
ahl-e-Gam ko Gam uThaa kar Gam na karnaa aa gayaa
Nooh Narvi
Ghazal
to.D kar ahd-e-karam naa-aashnaa ho jaa.iye
banda-parvar jaa.iye achchhaa KHafaa ho jaa.iye
Hasrat Mohani
Ghazal
kuchh der Thahar jaa.iye ai banda-e-insaaf
ham apne gunaaho.n me.n KHataa Dhuu.nDh rahe hai.n
Sudarshan Faakir
Ghazal
tanhaa.ii-e-firaaq ke qurbaan jaa.iye
mai.n huu.n KHayaal-e-yaar hai chashm-e-pur-aab hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
kuchh lagii dil kii bujhaa luu.n to chale jaa.iyegaa
KHair siine se lagaa luu.n to chale jaa.iyegaa
Bedam Shah Warsi
Ghazal
ye bazm-e-yaar hai qurbaan jaa.iye is par
sunaa hai 'ashk' yahaa.n dil sabhii javaa.n ho.nge