SEARCH RESULTS
Showing search results for "جامہ"
Ghazal MATCHES FOR "جامہ"
Ghazal
rishta-e-naaz ko jaanaa bhii to tum se jaanaa
jaama-e-faKHr pahannaa bhii tumhii se siikhaa
Zehra Nigaah
Ghazal
jo kuchh hai rang us kaa so hai nazar me.n apnii
go jaama zard pahne yaa chiira laal baa.ndhe
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
bulaa rahaa hai miraa jaama-zeb milne ko
to aaj pairahan-e-jaa.n badal rahaa huu.n mai.n
Irfan Siddiqi
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
Zehra Nigaah
Ghazal
vo fikr kar ki chaak-e-jigar paave iltiyaam
naaseh jo tuu ne jaama sulaayaa to kyaa hu.aa
Meer Taqi Meer
Ghazal
haram ke paas ko.ii aajmii hai zamzama-sanj
ki taar taar hu.e jaama haa.e ehraamii
Allama Iqbal
Ghazal
rahii nafrat hamesha daaG-e-uryaanii ko phaa.e se
hu.aa jab qat.a jaama par hamaare pairahan big.Daa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
taa-chand rasm-e-jaama-darii kii hikaayate.n
takliif yak-tabassum-e-pinhaa.n to kiijiye
Josh Malihabadi
Ghazal
qamar ko jaama-e-shab to basar ko parda-e-chashm
ka.ii libaas tire nuur ko siyaah mile
Dagh Dehlvi
Ghazal
KHayyaat ne qazaa ke jaama siyaa jo meraa
aayaa na jii me.n itnaa kyaa is me.n jo.D Daaluu.n
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
mat maaniyo ki hogaa ye be-dard ahl-e-dii.n
gar aave shaiKH pahan ke jaama qur.aan kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
jitne hai.n jaama-zeb jahaa.n me.n sabho.n ke biich
sajtii hai tere bar me.n saraapaa qabaa-e-eid
Shaikh Zahuruddin Hatim
Ghazal
jaama-e-daaG ko malbuus kar apnaa din raat
kyuu.nki ye jaama tire qad pe nipaT Thiik hai dil
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
chaak-e-daamaa.n-o-girebaa.n ke bhii aadaab hai.n kuchh
har divaane ko kahaa.n jaama-darii aave hai
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
ai fasl-e-junuu.n ham ko pa.e-shaGl-e-garebaa.n
paivand hii kaafii hai agar jaama giraa.n hai
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
kaf-e-afsos malvaatii hai terii paak-daamaanii
pinhaa kar shaahid-e-ismat ko jaama paarsaa.ii kaa