SEARCH RESULTS
Showing search results for "جستجوئیں"
Ghazal MATCHES FOR "جستجوئیں"
Ghazal
Azad Ansari
Ghazal
Ashu Mishra
Ghazal
kabhii uTThe to garm-e-justujuu-e-dost me.n uTThe
kabhii baiThe to mahv-e-aarzuu-e-yaar baiThe hai.n
Al-Haaj Al-Hafiz
Ghazal
KHalaa hayaat ke imkaa.n se to nahii.n aarii
pa justujuu.e.n kuchh apnii hii maa.nd pa.Dtii ga.ii.n
Ali Akbar Abbas
Ghazal
saa.e ko justujuu-e-jism bahut hai phir bhii
pahluu-e-jism me.n aanaa bhii nahii.n chaahtaa hai
Farhat Ehsas
Ghazal
ma.aal-e-justuju-e-zauq-e-kaamil dekh letaa huu.n
uThaate hii qadam aasaar-e-manzil dekh letaa huu.n
Shakeel Badayuni
Ghazal
iztiraab-e-umr be-matlab nahii.n aaKHir ki hai
justujuu-e-fursat-e-rabt-e-sar-e-zaanuu mujhe
Mirza Ghalib
Ghazal
Gazab hai justujuu-e-dil kaa ye anjaam ho jaa.e
ki manzil duur ho aur raaste me.n shaam ho jaa.e
Sheri Bhopali
Ghazal
justujuu-e-haram-o-dair se begaana hai
meraa dil aap kii tasviir kaa diivaana hai
Fana bulandshahri
Ghazal
jism o jaa.n kaa faasla hai haasil-e-gard-e-safar
justuju-e-zindagii teraa pataa kaise hu.ii
Sarmad Sahbai
Ghazal
talaash ek bahaana thaa KHaak u.Daane kaa
pata chalaa ki hame.n justujuu-e-yaar na thii
Zeb Ghauri
Ghazal
phir chaahtaa huu.n ik alam taaza-tar 'shakiil'
phir dil ko justajuu-e-masarrat hai aaj-kal
Shakeel Badayuni
Ghazal
din bhar kisii diivaar ke saa.e me.n tag-o-taaz
shab justujuu-e-chaadar-e-mahtaab me.n rahnaa
Ahmad Javaid
Ghazal
zer-e-zamii.n rahuu.n ki tah-e-aasmaa.n rahuu.n
ai justujuu-e-yaar bataa mai.n kahaa.n rahuu.n
Muztar Khairabadi
Ghazal
Muneer Shikohabadi
Ghazal
Shafeeq Barelvi
Ghazal
mai.n justujuu-e-kufr me.n pahu.nchaa KHudaa ke paas
ka.abe tak un buto.n kaa mujhe naam le gayaa