SEARCH RESULTS
Showing search results for "جھلکیوں"
Ghazal MATCHES FOR "جھلکیوں"
Ghazal
aa.nkhe.n na jhukii.n terii kisii Gair ke aage
duniyaa me.n ba.Dii chiiz mirii jaan! hai.n aa.nkhe.n
Sahir Ludhianvi
Ghazal
chehre ko jhurriyo.n ne bhayaanak banaa diyaa
aa.iina dekhne kii bhii himmat nahii.n rahii
Khumar Barabankavi
Ghazal
jal kar jo raakh ho ga.ii.n dango.n me.n is baras
un ghuggiyo.n me.n aa.egii ikkiisvii.n sadii
Bashir Badr
Ghazal
Shahzad Qais
Ghazal
Shuja Khaavar
Ghazal
ye husn-e-KHatm-e-safar ye tilism-KHaana-e-ra.ng
ki aa.nkh jhapkuu.n to manzar nayaa hai mere liye
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
dhuup itnii hai band hu.ii jaatii hai aa.nkh
aur palak jhapkuu.n to manzar jaataa hai
Zeb Ghauri
Ghazal
tum chup rahe payaam-e-mohabbat yahii to hai
aa.nkhe.n jhukii.n nazar kii qayaamat yahii to hai
Syed Hashim Raza
Ghazal
KHayaal-e-yaar tire silsile nasho.n kii rute.n
jamaal-e-yaar tirii jhalkiyaa.n gulaab ke phuul
Majeed Amjad
Ghazal
Saghar Khayyami
Ghazal
be-tarah bojh se jhumko.n ke jhuke pa.Dte hai.n
kiijo allaah tuu un jhumko.n kii aur kaan kii KHair
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
vo aa.nkhe.n jhukii.n vo ko.ii muskuraayaa
payaam-e-mohabbat sunaa chaahtaa huu.n
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
Seemab Akbarabadi
Ghazal
billor kii chamke.n hai.n na almaas kii jhamke.n
us gore se siine kii safaa aur hii kuchh hai