SEARCH RESULTS
Showing search results for "حرماں"
Ghazal MATCHES FOR "حرماں"
Ghazal
duniyaa laraz ga.ii dil-e-hirmaa.n-nasiib kii
is tarah saaz-e-aish na chhe.Daa kare ko.ii
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
terii nisbat se sitamgar tire maayuuso.n ne
daaG-e-hirmaa.n ko bhii siine se lagaa rakkhaa hai
Hasrat Mohani
Ghazal
Gam-o-Gussa o ranj-o-andoh-o-hirmaa.n
hamaare bhii hai.n mehrbaa.n kaise kaise
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
bekaarii-e-umiid se fursat hai raat din
vo kaarobaar-e-hasrat-o-hirmaa.n nahii.n rahaa
Momin Khan Momin
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
kuchh shorisho.n kii nazr hu.aa KHuun-e-aashiqaa.n
kuchh jam ke rah gayaa use hirmaa.n banaa diyaa
Asghar Gondvi
Ghazal
ho ga.ii jam' mataa-e-Gam-e-hirmaa.n kyuu.nkar
mai.n samajhtaa thaa ko.ii parda-e-Gaflat me.n nahii.n
Asghar Gondvi
Ghazal
jaa.nchtaa huu.n vus.at-e-dil hamla-e-Gam ke liye
imtihaa.n hai ranj-o-hirmaa.n kii faraavaanii mujhe
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
hirmaa.n to dekh phuul bikhere thii kal sabaa
ik barg-e-gul giraa na jahaa.n thaa miraa qafas
Meer Taqi Meer
Ghazal
bujh ga.e dil me.n ummiido.n ke charaaG-e-raushan
yaas-o-hirmaa.n ke a.ndhero.n kii siyaahii likhiye
Syeda Farhat
Ghazal
mil hii jaate hai.n pashiimaani-e-Gam ke asbaab
shauq-e-hirmaa.n kii mudaaraat chalii jaatii hai
Hasrat Mohani
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
Jameel Mazhari
Ghazal
yaaro.n se gila hai na aziizo.n se shikaayat
taqdiir me.n hai hasrat-o-hirmaa.n ko.ii din aur
Akhtar Shirani
Ghazal
takliif kiijiye kabhii 'hirmaa.n' ke haal par
ik be-navaa ko banda-e-ehsaa.n banaa.iye