SEARCH RESULTS
Showing search results for "حکم_جواز"
Ghazal MATCHES FOR "حکم_جواز"
Ghazal
mast fazaa bahaar mast mast 'hayaat' yaar mast
mast ho baar baar mast hukm-e-javaaz ho na ho
Hayat Amrohvi
Ghazal
jho.nkaa havaa-e-sarv kaa rindo.n ke vaaste
KHum-KHaana-e-bahaar se hukm-e-javaaz thaa
Jagat Mohan Lal Ravan
Ghazal
tumhaare hukm pe hastii miTaa chuke ham to
magar hamaarii vafaa.o.n kaa kyaa javaab hu.aa
Bakhtiyar Ziya
Ghazal
nazar to aate hai.n lekin nishaa.n nahii.n rakhte
makaan rakhte hu.e bhii makaa.n nahii.n rakhte
Rais-Us-Shakri
Ghazal
jaise chaman me.n ho khilaa pahlaa gulaab
aa.nkhe.n ka.nval juuhii se lab lahja gulaab
Ghazala Tabassum
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
jo nekiyo.n se badii kaa javaab detaa hai
KHudaa bhii us ko sila be-hisaab detaa hai
Mahendra Partap Chand
Ghazal
chaaro.n taraf se maut ne gheraa hai ziist ko
aur us ke saath hukm ki ab zindagii karo
Adil Mansuri
Ghazal
harf-e-ehsaas kii tashkiil kahaa.n mumkin hai
mire jazbaat kii tarsiil kahaa.n mumkin hai
Ishrat moin Seemaa
Ghazal
fariyaad kare kis se gunahgaar tumhaaraa
allaah bhii haakim bhii taraf-daar tumhaaraa
Lala Madhav Ram Jauhar
Ghazal
aadamiyyat kii kamii aaj jis insaan me.n hai
vo na hinduu me.n hai shaamil na musalmaan me.n hai
Chandra Parkash Jauhar Bijnauri
Ghazal
jaante hai.n ahl-e-dil laa-javaab hai.n ham log
dahr ke shabistaa.n me.n maahtaab hai.n ham log
Nazeer Nadir
Ghazal
ye maslahat hai haqiiqat ko KHvaab likhnaa hai
ruKH-e-siyah ko yahaa.n aaftaab likhnaa hai
Sikandar Irfan
Ghazal
milaa javaab haram se na but-kade se kahii.n
galii galii me.n tire naam ko pukaar aa.e
Meer Basheer
Ghazal
jo paa.nch vaqt musalle pe qibla-ruu nikle
unhii.n buzurgo.n ke zer-e-baGal subuu nikle
Mubarak Azimabadi
Ghazal
hamaare baare me.n rasto.n se puuchhiye lekin
javaab de.nge ye dair-o-haram muhaajir hai.n
Kartikey Singh
Ghazal
savaal raushnii kaa thaa javaab likh rahe the ham
paro.n pe jugnu.o.n ke aaftaab likh rahe the ham