SEARCH RESULTS
Showing search results for "خار_زار"
Ghazal MATCHES FOR "خار_زار"
Ghazal
kahii.n bahaar kahii.n KHaar-zaar kii suurat
jidhar bhii dekho vahii intizaar kii suurat
Seema Fareedi
Ghazal
shikva nahii.n chaman me.n hame.n KHaar-zaar se
ab dil ko choT lagtii hai fasl-e-bahaar se
Usha Shafaq
Ghazal
Talat Parveen
Ghazal
duniyaa to KHaar-zaar hai daaman bachaa ke chal
ye tujh ko iKHtiyaar hai daaman bachaa ke chal
Anwar Sheikh
Ghazal
ye KHaar-zaar sab kaa gulistaa.n to ban gayaa
ye KHaar-zaar meraa gulistaa.n na ban sakaa
Faisal Fehmi
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
karam kisii kaa sa.nbhaale hu.e hai raaho.n me.n
ye KHaarzaar vagarna niDhaal kartaa hai
Khwaja Saeeduddin Nawab
Ghazal
mere chaar jaanib the KHaar-zaar nafrat ke
umr kaT ga.ii merii raasta banaane me.n
Farasat Rizwi
Ghazal
vahaa.n se saath miraa saathiyo.n ne chho.D diyaa
jahaa.n se raahguzar KHaarzaar guzrii hai
Fazil Ansari
Ghazal
in aablo.n ko paa.nv se nisbat hai daa.imii
aage yahii safar hai yahii KHaarzaar hai
Pritpal Singh Betab
Ghazal
phuul bante jaa.e.nge zaKHm zaKHm talvo.n se
merii raah me.n jitne KHaar-zaar aa.e.nge