SEARCH RESULTS
Showing search results for "خشن"
Ghazal MATCHES FOR "خشن"
Ghazal
jaagah se bhii jaate ho mu.nh se bhii KHashin ho kar
ve harf nahii.n hai.n jo shaayaan nikalte hai.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
ye tark ho ke KHashin kaj agar kulaah kare.n
to bul-havas na kabhuu chashm ko siyaah kare.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
aashiqii sabr-talab aur tamannaa betaab
dil kaa kyaa rang karuu.n KHuun-e-jigar hote tak
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
phir bhar rahaa huu.n KHaama-e-mizhgaa.n ba-KHuun-e-dil
saaz-e-chaman taraazi-e-daamaa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
na tan me.n KHuun faraaham na ashk aa.nkho.n me.n
namaaz-e-shauq to vaajib hai be-vuzuu hii sahii
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
ham nahii.n vo jo kare.n KHuun kaa da.avaa tujh par
balki puuchhegaa KHudaa bhii to mukar jaa.e.nge
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Parveen Shakir
Ghazal
Rahat Indori
Ghazal
mariyam kahaa.n talaash kare apne KHuun ko
har shaKHs ke gale me.n nishaan-e-saliib thaa
Anjum Rehbar
Ghazal
KHisht pusht-e-dast-e-ijz o qaalib aaGosh-e-vidaa.a
pur hu.aa hai sail se paimaana kis ta.amiir kaa