SEARCH RESULTS
Showing search results for "خفیہ"
Ghazal MATCHES FOR "خفیہ"
Ghazal
kis kis ko bataa.e.nge judaa.ii kaa sabab ham
tuu mujh se KHafaa hai to zamaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
qaidii raat ko bhaagne vaalaa hai 'taabish'
us ne KHvaab me.n KHufiya rasta dekhaa hai
Tousief Tabish
Ghazal
Zubair Rizvi
Ghazal
Ehsan Akbar
Ghazal
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
likhte hai.n chhup ke kaatib-e-aamaal sab kaa haal
a.amaal-naama parcha hai.n KHufya-naves ke
Muneer Shikohabadi
Ghazal
ye KHufiya-nasiibii ki hu.e aur bhii Gaafil
naGme kaa asar ham pe kiyaa shor-e-daraa ne
Iqbal Sohail
Ghazal
kyuu.nkar kisii ke roz-e-jazaa chhup sake.nge jurm
KHufya-naviis do-do hai.n har ik bashar ke saath
Nawab Umrao Bahadur Diler
Ghazal
yaa vo the KHafaa ham se yaa ham hai.n KHafaa un se
kal un kaa zamaana thaa aaj apnaa zamaanaa hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
Ahmad Salman
Ghazal
sirf dhu.ndlaa.e sitaaro.n kii chamak dekhii hai
kab hu.aa kaun hu.aa kis se KHafaa yaad nahii.n
Saghar Siddiqui
Ghazal
yuu.n to aapas me.n biga.Dte hai.n KHafaa hote hai.n
milne vaale kahii.n ulfat me.n judaa hote hai.n
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
ajiib shaKHs hai naaraaz ho ke ha.nstaa hai
mai.n chaahtaa huu.n KHafaa ho to vo KHafaa hii lage
Bashir Badr
Ghazal
log kahte hai.n ki tuu ab bhii KHafaa hai mujh se
terii aa.nkho.n ne to kuchh aur kahaa hai mujh se