SEARCH RESULTS
Showing search results for "داؤ"
Ghazal MATCHES FOR "داؤ"
Ghazal
aaj ham daar pe khii.nche ga.e jin baato.n par
kyaa ajab kal vo zamaane ko nisaabo.n me.n mile.n
Ahmad Faraz
Ghazal
aataa nahii.n hai vo to kisii Dhab se daav me.n
bantii nahii.n hai milne kii us ke ko.ii tarah
Momin Khan Momin
Ghazal
lagaa ke daav pe saa.nso.n kii aaKHirii puu.njii
vo mutma.in hai chalo haarne kaa Dar to gayaa
Meraj Faizabadi
Ghazal
pusht miTTii se lagii jis me.n hamaarii logo
usii da.ngal me.n hame.n daav sikhaa.e bhii ga.e
Jaun Eliya
Ghazal
tadbiir se big.Dii hu.ii taqdiir banaa le
apne pe bharosa hai to ik daav lagaa le
Sahir Ludhianvi
Ghazal
kuchh log jo savaar hai.n kaaGaz kii naav par
tohmat taraashte hai.n havaa ke dabaav par
Ehsan Danish
Ghazal
ye 'ishq ek ju.aa hai bataa.o kheloge
samajh lo daa.o pe sab kuchh lagaanaa pa.Dtaa hai
Mehshar Afridi
Ghazal
Siraj Aurangabadi
Ghazal
yaanii qimaar-e-ishq me.n kyaa kuchh hai daav par
is raaz-e-vaa-shagaaf ko paa lenaa chaahiye
Zafar Iqbal
Ghazal
Ambareen Haseeb ambar
Ghazal
har ek daav se vaaqif thii ai mire hamdam
mai.n terii chaal se pahle mai.n terii chaal ke ba.ad
Rumana Rumi
Ghazal
chaukhaT na paar karnaa ki baahar hai qatl-e-aam
galiyo.n me.n chal rahii hai ajal daav ghar raho
Rehman Faris
Ghazal
hai dil kii daa.o ghaat me.n mizhgaa.n se chashm-e-yaar
hai shauq us kii TaTTii kii ojhal shikaar kaa
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
dahan kaa lab kaa zaqan kaa jabii.n kaa bosa do
hame.n to lene se matlab kahii.n kaa bosa do