SEARCH RESULTS
Showing search results for "دربار"
Ghazal MATCHES FOR "دربار"
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
darbaar me.n jaanaa miraa dushvaar bahut hai
jo shaKHs qalandar ho gadaa ho nahii.n saktaa
Munawwar Rana
Ghazal
ye jo zindaa.n me.n tumhe.n saa.e nazar aate hai.n
ye kabhii raunaq-e-darbaar hu.aa karte the
Saleem Kausar
Ghazal
mai.n ne dekhaa hai jo mardo.n kii tarah rahte the
masKHare ban ga.e darbaar me.n rahne ke liye
Shakeel Azmi
Ghazal
sunaa hai vaqt kaa haakim ba.Daa hii munsif hai
pukaar kar sar-e-darbaar aa.o sach bole.n
Qateel Shifai
Ghazal
darbaar me.n ab satvat-e-shaahii kii alaamat
darbaa.n kaa asaa hai ki musannif kaa qalam hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
shahryaaro.n ke bulaave bahut aate hai.n 'faraaz'
ye na ho aap bhii darbaar me.n gum ho jaa.e.n
Ahmad Faraz
Ghazal
jo shaam aa.ii to phir shaam kaa lagaa darbaar
jo din hu.aa to vo din karbalaa saa lagtaa hai
Obaidullah Aleem
Ghazal
merii KHuddaarii ne ehsaan kiyaa hai mujh par
varna jo jaate hai.n darbaar me.n kho jaate hai.n
Munawwar Rana
Ghazal
jis din se shikaarii ne adaa kii ko.ii mannat
darbaar pe us din se kabuutar nahii.n jaate
Danish Naqwi
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
kis tarah paak ho be-aarzuu lamho.n kaa hisaab
dard aayaa nahii.n darbaar sajaane kab se
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Wasi Shah
Ghazal
qaatil is shahr kaa jab baa.nT rahaa thaa mansab
ek darvesh bhii dekhaa usii darbaar ke biich
Ahmad Faraz
Ghazal
us ke darbaar me.n haazir hu.aa ye dil aur phir
dekhne vaalii thii kuchh kaar-guzaarii us kii
Parveen Shakir
Ghazal
sab raunaq-e-sahraa thii isii pagle ke dam se
uj.Daa hu.aa diivaane kaa darbaar pa.Daa hai
Munawwar Rana
Ghazal
sab shaa.iraa.n KHariida-e-darbaar ho ga.e
ye vaaqi.a to daaKHil-e-diivaan chaahiye