SEARCH RESULTS
Showing search results for "دزد_نگاہ_ناز"
Ghazal MATCHES FOR "دزد_نگاہ_ناز"
Ghazal
kam-maa.egii ne dil tujhe be-qadr kar diyaa
duzd-e-nigaah-e-naaz ke qaabil nahii.n rahaa
S A Mehdi
Ghazal
kisii kii be-ruKHii bhii 'naaz' hashr-angez hotii hai
palaTte hii nigaah-e-naaz kaa talvaar ho jaanaa
Sher Singh Naaz Dehlvi
Ghazal
kare teG-e-nigaah-e-naaz lohaa tez-tar apnaa
lahuu me.n Duubne ko dil bhii hai siina sipar apnaa
Sher Singh Naaz Dehlvi
Ghazal
vo nigaah-e-naaz uThtii to ka.ii ke hosh u.Dte
vo nigaah-e-naaz jhuktii to ko.ii nisaar hotaa
Abrar Kiratpuri
Ghazal
us nigaah-e-naaz ne 'bahzaad' mujh ko kho diyaa
jis nigaah-e-naaz ko apnii davaa samjhaa thaa mai.n
Behzad Lakhnavi
Ghazal
apnii nigaah-e-naaz se puuchho
kyo.n mirii aa.nkh se aa.nsuu chhalke