SEARCH RESULTS
Showing search results for "دہقان"
Ghazal MATCHES FOR "دہقان"
Ghazal
Kausar Niyazi
Ghazal
jis hukm pe dahqaan kii mehnat kaa sila zabt
tahqiir ke laa.eq hai vo farmaan yaqiinan
Rasheed Hasrat
Ghazal
mai.n vo dahqaan-e-junuu.n-KHez huu.n jis ne apne
jism ke khet me.n zaKHmo.n kii shajar-kaarii kii
Lucky farooqi Hasrat
Ghazal
laakh KHushkii khet me.n khaliyaan me.n maujuud hai
aas baarish kii dil-e-dahqaan me.n maujuud hai
Shadab Anjum
Ghazal
Idris Azad
Ghazal
khet me.n fasl-e-sahar bikne lagii hai phir se
ham har ik daane pe dahqaan kaa chehra Dhuu.nDe.n
Abdul Matin Jami
Ghazal
uThtii hai ab samaaj se tafriiq-e-rang-o-buu
u.Dte hai.n aasmaan pe dahqaan aaj-kal
Mahboob Mashshar
Ghazal
aah dahqaan-e-falak kii kahuu.n kyaa bad-tuKHmii
KHaak-e-adaam me.n ye nit bove hai aafaat ke biij
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
gha.Diyaal ke aa.nsuu ye kyaa KHuub bahaate hai.n
dahqaan kii Gurbat pe mazduur kii haalat pe
Sada Ambalvi
Ghazal
khet me.n fasl-e-sahar pakne lagii hai phir se
ham har ik daane pe dahqaan kaa chehra Dhuu.nDe.n
Abdul Matin Jami
Ghazal
hamaare vaaste itnii mohabbat chho.D jaanaa
parindo.n ke liye jitnaa samar dahqaan chho.De
Nadeem Ajmal Adeem
Ghazal
baazu.o.n me.n jaan aa jaa.e to behtar
hosh me.n dahqaan aa jaa.e to behtar
Waleed Anwar Waleed
Ghazal
gaa.nv kii jab jab yaad sataatii hai 'afzal'
khet shajar dahqaan banaataa rahtaa huu.n
Afzal Hazarvi
Ghazal
Abul Fitrat Meer Zaidi
Ghazal
Ahmad Salman
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
haatho.n se intiqaam liyaa irti.aash ne
daamaan-e-yaar se ko.ii nisbat nahii.n rahii