SEARCH RESULTS
Showing search results for "دیے"
Ghazal MATCHES FOR "دیے"
Ghazal
duniyaa ne terii yaad se begaana kar diyaa
tujh se bhii dil-fareb hai.n Gam rozgaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
judaa.iyo.n ke zaKHm dard-e-zindagii ne bhar diye
tujhe bhii nii.nd aa ga.ii mujhe bhii sabr aa gayaa
Nasir Kazmi
Ghazal
daaG duniyaa ne diye zaKHm zamaane se mile
ham ko tohfe ye tumhe.n dost banaane se mile
Kaif Bhopali
Ghazal
mahbuub kaa ghar ho ki buzurgo.n kii zamiine.n
jo chho.D diyaa phir use mu.D kar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
vaa kar diye hai.n shauq ne band-e-naqaab-e-husn
Gair-az-nigaah ab ko.ii haa.il nahii.n rahaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
suuraj ko cho.nch me.n liye murGaa kha.Daa rahaa
khi.Dkii ke parde khii.nch diye raat ho ga.ii
Nida Fazli
Ghazal
Waseem Barelvi
Ghazal
kisii ko zaKHm diye hai.n kisii ko phuul diye
burii ho chaahe bhalii ho magar KHabar me.n raho
Rahat Indori
Ghazal
tumhaare shahr ke saare diye to so ga.e kab ke
havaa se puuchhnaa dahliiz pe ye kaun jaltaa hai
Bashir Badr
Ghazal
ye aur baat hai tujh se gilaa nahii.n karte
jo zaKHm tuu ne diye hai.n bharaa nahii.n karte
Amjad Islam Amjad
Ghazal
kisii sipaah ne KHeme lagaa diye hai.n vahaa.n
jahaa.n pe mai.n ne nishaanii tirii dabaa.ii thii
Tahzeeb Hafi
Ghazal
haath to kaaT diye kuuza-garo.n ke ham ne
mo.ajize kii vahii ummiid magar chaak se hai