SEARCH RESULTS
Showing search results for "ذبح"
Ghazal MATCHES FOR "ذبح"
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
zab.h kar ke mujhe naadim ye hu.aa vo qaatil
haath me.n phir kabhii KHanjar na liyaa mere ba.ad
Munawar Khan Ghafil
Ghazal
zulm se gar zab.h bhii kar do mujhe parvaa nahii.n
lutf se Dartaa huu.n ye merii qazaa ho jaa.egaa
Bekhud Dehlvi
Ghazal
Fani Badayuni
Ghazal
is said-e-muztarib ko tahammul se zab.h kar
daamaan o aastii.n na lahuu me.n laThe.D tuu
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
aa gayaa ab to mujhe lutf-e-asiirii sayyaad
zab.h kar Daal magar qaid se aazaad na kar
Bedam Shah Warsi
Ghazal
Gulzar Dehlvi
Ghazal
Qamar Jalalvi
Ghazal
zamzame sun kar mire sayyaad-e-gul-ruu ne kahaa
zab.h kiije aise bulbul ko na chho.Daa chaahiye
Haidar Ali Aatish
Ghazal
kaa.nTo.n ne bhii na daaman-e-gulchii.n paka.D liyaa
bulbul ko zab.h kar ke chaman se nikal gayaa
Ameer Minai
Ghazal
vo zab.h kare yaa na kare Gam nahii.n is kaa
sar ham ne tah-e-KHanjar-e-KHuu.n-KHvaar to rakkhaa
Begam Lakhnavi
Ghazal
ye ajiib maajraa hai ki ba-roz-e-iid-e-qurbaa.n
vahii zab.h bhii kare hai vahii le savaab ulTaa
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
'aaGaa' ko zab.h karte ho apnii galii me.n kyuu.n
jaa.ez hai merii jaan haram me.n shikaar kab
Aagha Akbarabadi
Ghazal
dost ne jab na dam-e-zabh sisaktaa chho.Daa
mere dushman hu.e ha.ns ha.ns ke pashemaa.n kyaa kyaa