SEARCH RESULTS
Showing search results for "روش"
Ghazal MATCHES FOR "روش"
Ghazal
nahii.n paa.egaa nishaa.n ko.ii hamaaraa hargiz
ham jahaa.n se ravish-e-tiir-e-nazar jaa.e.nge
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
taqliid kii ravish se to behtar hai KHud-kushii
rasta bhii Dhuu.nD KHizr kaa saudaa bhii chho.D de
Allama Iqbal
Ghazal
falak ne un ko ataa kii hai KHvaajgii ki jinhe.n
KHabar nahii.n ravish-e-banda-parvarii kyaa hai
Allama Iqbal
Ghazal
na rok le hame.n rotaa hu.aa ko.ii chehra
chale to mu.D ke galii kii taraf nahii.n dekhaa
Munawwar Rana
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
vo kaj-ravish na milaa raaste me.n mujh se kabhii
na siidhii tarah se un ne miraa salaam liyaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Naseer Turabi
Ghazal
'saajid' gulaab-chaal chaluu.ngaa ravish ravish
dhartii pe gulistaan-e-shafaq chho.D jaa.uu.ngaa
Iqbal Sajid
Ghazal
zaahid ye zohd-o-taqvaa-o-parhez kii ravish
mai.n KHuub jaantaa huu.n mujhe maar diijiye
Ahmad Farhad
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
mujh ko miTaa ga.ii ravish-e-sharmgii.n tirii
me.n jazb ho gayaa nigah-e-sharmsaar me.n
Seemab Akbarabadi
Ghazal
un kii ravish judaa hai hamaarii ravish judaa
ham se to baat baat pe jhag.Daa kiyaa na jaa.e
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
sun ke miraa fasaana unhe.n lutf aa gayaa
suntaa huu.n ab ki roz talab qissa-KHvaa.n kii hai
Dagh Dehlvi
Ghazal
hai.n ahl-e-KHirad kis ravish-e-KHaas pe naazaa.n
paabastagi-e-rasm-o-raah-e-aam bahut hai
Mirza Ghalib
Ghazal
apnaa iz.haar asiir-e-ravish-e-aam nahii.n
jaise kah de.n vahii meyaar-e-hunar bantaa hai
Jaleel 'Aali'
Ghazal
nahii.n nigaar ko ulfat na ho nigaar to hai
ravaanii-e-ravish o mastii-e-adaa kahiye
Mirza Ghalib
Ghazal
tumhaarii tarz-o-ravish jaante hai.n ham kyaa hai
raqiib par hai agar lutf to sitam kyaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
mai.n to gulzaar se dil-ta.ng chalaa Guncha-ravish
mujh ko kyaa phir jo ko.ii phuul khilaa mere ba.ad