SEARCH RESULTS
Showing search results for "ریش"
Ghazal MATCHES FOR "ریش"
Ghazal
ishrat-e-paara-e-dil zaKHm-e-tamannaa khaanaa
lazzat-e-riish-e-jigar Garq-e-namak-daa.n honaa
Mirza Ghalib
Ghazal
ek mai.n dil-resh huu.n vaisaa hii dost
zaKHm kitno.n ke sunaa hai bhar chale
Khwaja Meer Dard
Ghazal
nikle.nge kaam dil ke kuchh ab ahl-e-riish se
kuchh Dher kar chuke hai.n ye aage ukhaa.D kar
Meer Taqi Meer
Ghazal
yuu.n to nazar pa.De hai.n dil-afgaar aur bhii
dil riish ko.ii aap saa dekhaa na par kahii.n
Khwaja Meer Dard
Ghazal
chaahiye darmaan-e-riish-e-dil bhii teG-e-yaar se
maram-e-za.ngaar hai vo vasma-e-abruu mujhe
Mirza Ghalib
Ghazal
ruu-safedii hai naqaab-e-ruKH-e-shor-e-mastii
riish-e-qaazii ke sabab pamba-dahaa.n hai shiisha
Meer Taqi Meer
Ghazal
'zauq' zebaa hai jo ho riish-e-safed-e-shaiKH par
vasma aab-e-ba.ng se meh.ndii mai-e-gul-ra.ng se
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
ik piir-e-muqaddas kaa hayuulaa nazar aayaa
phir riish-e-safed-o-dur-e-dandaa.n nazar aa.e
Rais Amrohvi
Ghazal
Riyaz Khairabadi
Ghazal
ye kahtii hai hazrat kii riish-e-hinaa.ii
'riyaaz' ab bhii hai.n rang laane ke qaabil
Riyaz Khairabadi
Ghazal
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
Aish Dehlvi
Ghazal
gurvaa banaa ke riish-e-moKHazzab se mohtasib
jaataa hai us maqaam me.n jaave jahaa.n basant
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
Meer Hasan
Ghazal
sust ravish past qad saa.nvlaa hindii-nazhaad
tan bhii kuchh aisaa hii thaa qad ke mu.aafiq ayaa.n