SEARCH RESULTS
Showing search results for "زیرو"
Ghazal MATCHES FOR "زیرو"
Ghazal
qismat ne mujh ko zero se hero banaa diyaa
huu.n aaj bhii mai.n vaisaa hii badlaa nahii.n huu.n mai.n
Shahzad Anwar
Ghazal
zero likhaa hu.aa hai muqaddar me.n jab mire
aise me.n mere jaam ke a.adaad kyaa kare.n
Masood Jafari
Ghazal
Adeem Hashmi
Ghazal
phir jii me.n hai ki dar pe kisii ke pa.De rahe.n
sar zer-baar-e-minnat-e-darbaa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
is tamaashe me.n ulaT jaatii hai.n aksar kashtiyaa.n
Duubne vaalo.n ko zer-e-aab mat dekhaa karo
Ahmad Faraz
Ghazal
jo Gam milaa hai bojh uThaayaa hai us kaa KHud
sar zer-e-baar-e-saaGar-o-baada nahii.n kiyaa
Parveen Shakir
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Mohsin Naqvi
Ghazal
chale jo zikr farishto.n kii paarsaa.ii kaa
to zer-e-bahs maqaam-e-bashar bhii aataa hai
Mohsin Naqvi
Ghazal
mazaa dikhaave.nge be-rahmii kaa tirii sayyaad
gar iztiraab-e-asiirii ne zer-e-daam liyaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
saaGar-shikan hai shaiKH-e-balaa-nosh kii nazar
shiishe ko zer-e-daaman-e-ra.ngii.n chhupaa ke laa
Abdul Hamid Adam
Ghazal
Amjad Islam Amjad
Ghazal
zer-e-zamii.n se aataa hai jo gul so zar-ba-kaf
qaaruu.n ne raaste me.n luTaayaa KHazaana kyaa