SEARCH RESULTS
Showing search results for "سایہ"
Ghazal MATCHES FOR "سایہ"
Ghazal
aahaT sii ko.ii aa.e to lagtaa hai ki tum ho
saaya ko.ii lahraa.e to lagtaa hai ki tum ho
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
ye KHvaab hai KHushbuu hai ki jho.nkaa hai ki pal hai
ye dhund hai baadal hai ki saayaa hai ki tum ho
Ahmad Faraz
Ghazal
is KHaana-e-hastii se guzar jaa.uu.ngaa be-laus
saaya huu.n faqat naqsh-ba-diivaar nahii.n huu.n
Akbar Allahabadi
Ghazal
ab ishq us maqaam pe hai justujuu-navard
saaya nahii.n jahaa.n ko.ii naqsh-e-qadam nahii.n
Jigar Moradabadi
Ghazal
thak jaataa thaa baadal saaya karte karte
aur phir mai.n baadal pe saaya kartaa thaa
Tahzeeb Hafi
Ghazal
phir yaad bahut aa.egii zulfo.n kii ghanii shaam
jab dhuup me.n saaya ko.ii sar par na milegaa
Bashir Badr
Ghazal
vo chaa.ndnii kaa badan KHushbu.o.n kaa saayaa hai
bahut aziiz hame.n hai magar paraayaa hai
Bashir Badr
Ghazal
pe.D ke kaaTne vaalo.n ko ye maaluum to thaa
jism jal jaa.e.nge jab sar pe na saaya hogaa
Kaifi Azmi
Ghazal
Parveen Shakir
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
ham-ra.ngii-e-mausam ke talabgaar na hote
saaya bhii to qaamat ke baraabar nahii.n miltaa