SEARCH RESULTS
Showing search results for "سبقت"
Ghazal MATCHES FOR "سبقت"
Ghazal
Azhar Hashmi Sabqat
Ghazal
bin jale sham.a ke parvaana nahii.n jal saktaa
kyaa ba.Dhe ishq agar husn hii sabqat na kare
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
jo daulat taraqqii-rasaa.ii bahut hai
to aapas me.n us se judaa.ii bahut hai
Azhar Hashmi Sabqat
Ghazal
taaza karvaT par taariiKH kii likhaa hai
chand jihaadii sabqat le ga.e hitler se
Rana Amir Liyaqat
Ghazal
bas ranj kii hai daastaa.n unvaan hazaaro.n
jiine ke liye mar ga.e insaan hazaaro.n
Azhar Hashmi Sabqat
Ghazal
be-sabab sab ko hii sabqat ke junuu.n ne maaraa
aise bikhre hai.n ki rishto.n kaa asar KHatm hu.aa
Naqqash Abidi
Ghazal
ko.ii sabqat na kabhii KHaal se jitne ho bacho
saa.np gesuu-e-siyah-faam se man haare hai.n
Imdad Ali Bahr
Ghazal
KHvaabo.n kaa intiKHaab badaltaa dikhaa.ii de
kaash ab ki iKHtiyaar sa.nvartaa dikhaa.ii de
Azhar Hashmi Sabqat
Ghazal
guzre hu.e lamhaat ko ab Dhuu.nD rahaa huu.n
mai.n apne muqaddar me.n Gazab Dhuu.nD rahaa huu.n
Azhar Hashmi Sabqat
Ghazal
vaqaar-e-ishq bas ab sar jhukaa de qadmo.n par
udhar se tere liye sabqat-e-salaam hu.ii
Raza Lakhnavi
Ghazal
KHaamosh zabaa.n se jab taqriir nikaltii hai
lagtaa hai ki pairo.n se zanjiir nikaltii hai
Azhar Hashmi Sabqat
Ghazal
zardaar ke salaam me.n sabqat sabhii kii hai
mahruum muflisii hai jawab-e-salaam se
Haidar Ali Jafri
Ghazal
auro.n pe ittifaaq se sabqat milii mujhe
bhuule se sar-kashii kii rivaayat milii mujhe
Baqar Mehdi
Ghazal
us ke aage rang jitne the vo phiike pa.D ga.e
sab pe sabqat ek aks-e-za.afraanii le gayaa
Rakhshan Hashmi
Ghazal
aazurda nigaaho.n pe ye manzar nahii.n utraa
sahraa-e-tasavvur me.n ko.ii ghar nahii.n utraa
Azhar Hashmi Sabqat
Ghazal
vafaa KHuluus kaa singaar roz kartii hai
yuu.n dhiire dhiire mirii zindagii sa.nvartii hai
Azhar Hashmi Sabqat
Ghazal
tasbiih-e-qumrii sarv-e-sanobar sameT lo
jaanaa hai is dayaar se manzar sameT lo