SEARCH RESULTS
Showing search results for "ستارا"
Ghazal MATCHES FOR "ستارا"
Ghazal
Amir Ameer
Ghazal
sunaa hai raat use chaa.nd taktaa rahtaa hai
sitaare baam-e-falak se utar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
aasmaano.n kii taraf phe.nk diyaa hai mai.n ne
chand miTTii ke charaaGo.n ko sitaara kar ke
Rahat Indori
Ghazal
vo sitaara hai chamakne do yuu.nhii aa.nkho.n me.n
kyaa zaruurii hai use jism banaa kar dekho
Nida Fazli
Ghazal
duur tak ko.ii sitaara hai na ko.ii jugnuu
marg-e-ummiid ke aasaar nazar aate hai.n
Saghar Siddiqui
Ghazal
Nasir Kazmi
Ghazal
kis shabaahat ko liye aayaa hai darvaaze pe chaa.nd
ai shab-e-hijraa.n zaraa apnaa sitaara dekhnaa
Parveen Shakir
Ghazal
ek aisii bhii gha.Dii ishq me.n aa.ii thii ki ham
KHaak ko haath lagaate to sitaaraa karte
Obaidullah Aleem
Ghazal
Adeem Hashmi
Ghazal
sitaara kyaa mirii taqdiir kii KHabar degaa
vo KHud faraaKHi-e-aflaak me.n hai KHvaar o zubuu.n
Allama Iqbal
Ghazal
ashk apnaa ki tumhaaraa nahii.n dekhaa jaataa
abr kii zad me.n sitaaraa nahii.n dekhaa jaataa
Mohsin Naqvi
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
Saleem Kausar
Ghazal
lab khole parii-zaad ne aahista se 'sarvat'
jo.n guftuguu kartaa hai sitaare se sitaaraa
Sarvat Husain
Ghazal
gulaab haath me.n ho aa.nkh me.n sitaara ho
ko.ii vajuud mohabbat kaa isti.aara ho