SEARCH RESULTS
Showing search results for "سرائے_فانی"
Ghazal MATCHES FOR "سرائے_فانی"
Ghazal
mire subuut bahe jaa rahe hai.n paanii me.n
kise gavaah banaa.uu.n saraa-e-faanii me.n
Farhat Ehsas
Ghazal
ko.ii kisii kaa nahii.n is saraa-e-faanii me.n
ko.ii charaaG bujhaa ye sadaa lagaate hu.e
Syed Amin Ashraf
Ghazal
haqiiqatan yahii duniyaa saraa-e-faanii hai
hai kuuch sabab ki kisii ko yahaa.n qiyaam nahii.n
Al-Haaj Al-Hafiz
Ghazal
bas ek raat Thaharne kaa ye natiija hai
saraa-e-faanii ko duniyaa samajh rahe hai.n ham
Bharat Bhushan Pant
Ghazal
KHudaa samajhtaa hai KHud ko yahaa.n jo aataa hai
ajiib haal hai 'aalam' saraa-e-faanii kaa
Alam Khursheed
Ghazal
bazm-e-duniyaa to hai 'maqsuud' saraa-e-faanii
kyaa KHabar kaun ho phir jalva-numaa mere baad
Maqsood Nashtari
Ghazal
payaam aate rahe jaa-e-laa-makaanii se
gayaa na ko.ii javaab is saraa-e-faanii se
Pallav Mishra
Ghazal
Shad Azimabadi
Ghazal
maqaam-e-ibrat-o-hasrat saraa-e-faanii hai
banaa liyaa hai jise Gaafilo.n ne ghar apnaa