SEARCH RESULTS
Showing search results for "سرکی"
Ghazal MATCHES FOR "سرکی"
Ghazal
naqaab ruKH se na sarkii thii kal talak jin kii
sabhaa me.n aaj vo aa.e hai.n naachne-gaane
Bismil Azimabadi
Ghazal
bikhraa dii vahii.n zulf zaraa ruKH se jo sarkii
kyaa raat Dhale raat vo Dhalne nahii.n dete
Purnam Allahabadi
Ghazal
ridaa-e-abr-e-jamaal-e-hijaab kyaa sarkii
ki a.ng a.ng sitaaro.n me.n Dhal gayaa vo bhii
Ayub Khawar
Ghazal
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
zamiin dekh ke chaltaa huu.n is tarah 'kaavish'
ki jaise qadmo.n tale se zamiin ab sarkii
Kavish Jazbati
Ghazal
Saleem Kausar
Ghazal
saraktii jaa.e hai ruKH se naqaab aahista aahista
nikaltaa aa rahaa hai aaftaab aahista aahista
Ameer Minai
Ghazal
duniyaa ko bevafaa.ii kaa ilzaam kaun de
apnii hii nibh sakii na bahut din kisii ke saath
Waseem Barelvi
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
zindaa.n me.n bhii shorish na ga.ii apne junuu.n kii
ab sang mudaavaa hai is aashufta-sarii kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
allaah Gariibo.n kaa madad-gaar hai 'raanaa'
ham logo.n ke bachche kabhii sardii nahii.n khaate
Munawwar Rana
Ghazal
jab raat kii tanhaa.ii dil ban ke dha.Daktii hai
yaado.n ke dariicho.n me.n chilman sii saraktii hai
Bashir Badr
Ghazal
havaa ko bahut sar-kashii kaa nasha hai
magar ye na bhuule diyaa bhii diyaa hai
Khumar Barabankavi
Ghazal
hosh kii taufiiq bhii kab ahl-e-dil ko ho sakii
ishq me.n apne ko diivaana samajh baiThe the ham