SEARCH RESULTS
Showing search results for "سوچ"
Ghazal MATCHES FOR "سوچ"
Ghazal
sunaa hai log use aa.nkh bhar ke dekhte hai.n
so us ke shahr me.n kuchh din Thahar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
kyaa jaaniye kyuu.n tez havaa soch me.n gum hai
KHvaabiida parindo.n ko daraKHto.n se u.Daa kar
Mohsin Naqvi
Ghazal
kaa.np uThtii huu.n mai.n ye soch ke tanhaa.ii me.n
mere chehre pe tiraa naam na pa.Dh le ko.ii
Parveen Shakir
Ghazal
ye soch lo ab aaKHirii saaya hai mohabbat
is dar se uThoge to ko.ii dar na milegaa
Bashir Badr
Ghazal
Akhtar Shumar
Ghazal
tum mauj mauj misl-e-sabaa ghuumte raho
kaT jaa.e.n merii soch ke par tum ko is se kyaa
Parveen Shakir
Ghazal
KHaalii hai abhii jaam mai.n kuchh soch rahaa huu.n
ai gardish-e-ayyaam mai.n kuchh soch rahaa huu.n
Abdul Hamid Adam
Ghazal
naakaam-e-tamannaa dil is soch me.n rahtaa hai
yuu.n hotaa to kyaa hotaa yuu.n hotaa to kyaa hotaa
Chiragh Hasan Hasrat
Ghazal
tum ne samjhaa.e mirii soch ko aadaab adab
lafz o ma.anii se ulajhnaa bhii tumhii se siikhaa
Zehra Nigaah
Ghazal
ghar se ye soch ke niklaa huu.n ki mar jaanaa hai
ab ko.ii raah dikhaa de ki kidhar jaanaa hai
Rahat Indori
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
ye soch kar ki tiraa intizaar laazim hai
tamaam-umr gha.Dii kii taraf nahii.n dekhaa
Munawwar Rana
Ghazal
Meeraji
Ghazal
soch rakhnaa bhii jaraa.em me.n hai shaamil ab to
vahii ma.asuum hai har baat pe jo saad kare