SEARCH RESULTS
Showing search results for "شاہد"
Ghazal MATCHES FOR "شاہد"
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
laash kii tarah sar-e-aab huu.n mai.n aur 'shaahid'
Duubne vaale madad-gaar samajhte hai.n mujhe
Shahid Zaki
Ghazal
merii har saa.ns hai is baat kii shaahid ai maut
mai.n ne har lutf ke mauqe pe tujhe yaad kiyaa
Josh Malihabadi
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
vo bhii sar-e-maqtal hai ki sach jis kaa thaa shaahid
aur vaaqif-e-ahvaal-e-adaalat bhii bahut thii
Parveen Shakir
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
itnaa masruuf huu.n jiine kii havas me.n 'shaahid'
saa.ns lene kii bhii fursat nahii.n hotii mujh ko
Shahid Zaki
Ghazal
KHud apne ishva-o-andaaz kaa shahiid huu.n mai.n
KHud apnii zaat se bartii hai be-ruKHii mai.n ne
Jaun Eliya
Ghazal
teG munsif ho jahaa.n daar-o-rasan ho.n shaahid
be-gunah kaun hai us shahr me.n qaatil ke sivaa
Ali Sardar Jafri
Ghazal
asl-e-shuhuud-o-shaahid-o-mash.huud ek hai
hairaa.n huu.n phir mushaahida hai kis hisaab me.n
Mirza Ghalib
Ghazal
be-zaar jaan se jo na hote to maa.ngte
shaahid shikaayato.n pe tirii mudda.ii se ham
Momin Khan Momin
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
apnii jise nahii.n use 'shaahid' kii kyaa KHabar
tum us kaa intizaar karo mai.n nashe me.n huu.n
Shahid Kabir
Ghazal
be-sabab baat ba.Dhaane kii zaruurat kyaa hai
ham KHafaa kab the manaane kii zaruurat kyaa hai
Shahid Kabir
Ghazal
ham-aaGoshiyaa.n shaahid-e-mehrbaa.n kii
zamaane ke Gam bhuul jaane kii raate.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
jaisaa bhii hai 'shaahid' ko ab kyaa kahiye
yaar puraanaa teraa bhii hai meraa bhii