SEARCH RESULTS
Showing search results for "شدت_پسند"
Ghazal MATCHES FOR "شدت_پسند"
Ghazal
apne mu.aamle me.n hii shiddat-pasand thii
apne liye hii jaan se jaanaa pa.Daa mujhe
Sidra Sahar Imran
Ghazal
shiddat-pasand shaKHs thaa jis ko thaa mujh se pyaar
siine ko nochtaa thaa vo kurte ko kaaT kar
Rizwan Muqeem
Ghazal
sach to ye hai dosto.n ko muskuraahaT thii pasand
shiddat-e-ranj-o-alam me.n is liye royaa na thaa
Ehsan Razaa
Ghazal
Syed Yusuf Ali Khan Nazim
Ghazal
ab dil ke kaarobaar me.n shohrat zaraa sii ho
ham log jab mile.n to suhuulat zaraa sii ho
Kash Kannauji
Ghazal
Aarif Nazeer
Ghazal
mai.n us kii qaid se aazaad bhii hotaa nahii.n thaa
magar us qaid se naashaad bhii hotaa nahii.n thaa
Vihan Gupta Garg
Ghazal
hotii hai mujh pe un kii inaayat kabhii kabhii
taasiir jab dikhaatii hai ulfat kabhii kabhii
Saqib Azimabadi
Ghazal
nahii.n ki pand-o-nasiihat kaa qaht pa.D gayaa hai
hamaarii baat me.n barakat kaa qaht pa.D gayaa hai
Jawad Sheikh
Ghazal
Sarwar Alam Raz
Ghazal
ishq-e-saadiq jo asiir-e-tama-e-KHaam na thaa
sa.ii-e-naakaam ke Gam se mujhe kuchh kaam na thaa