SEARCH RESULTS
Showing search results for "شمشیر"
Ghazal MATCHES FOR "شمشیر"
Ghazal
ishrat-e-qatl-gah-e-ahl-e-tamannaa mat puuchh
iid-e-nazzaara hai shamshiir kaa uryaa.n honaa
Mirza Ghalib
Ghazal
jazba-e-be-iKHtiyaar-e-shauq dekhaa chaahiye
siina-e-shamshiir se baahar hai dam shamshiir kaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
apne liye tajviiz kii shamshiir-e-barahna
aur us ke liye shaaKH se ik phuul utaaraa
Sarvat Husain
Ghazal
Miyan dad Khan Sayyah
Ghazal
Umair Najmi
Ghazal
Anwar Masood
Ghazal
jo hai martaa hai bhalaa kis ko adaavat hogii
aap kyuu.n haath me.n shamshiir liye phirte hai.n
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
bazm me.n yaaro.n kii shamshiir ke jauhar dekho
razm me.n lekin talvaaro.n ko myaan me.n rakhnaa
Ahmad Faraz
Ghazal
shamshiir merii, merii sipar kis ke paas hai
do meraa KHuud par miraa sar kis ke paas hai
Jaun Eliya
Ghazal
kaafir hai to shamshiir pe kartaa hai bharosaa
momin hai to be-teG bhii la.Dtaa hai sipaahii
Allama Iqbal
Ghazal
bazm me.n yaaro.n kii shamshiir lahuu me.n tar hai
razm me.n lekin talvaar ko miyaan me.n rakhnaa
Ahmad Faraz
Ghazal
Zeb Ghauri
Ghazal
zer-e-shamshiir-e-sitam 'miir' ta.Dapnaa kaisaa
sar bhii tasliim-e-mohabbat me.n hilaayaa na gayaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
yak jaan na ho sakiye anjaan na ban sakiye
yuu.n TuuT ga.ii dil me.n shamshiir-e-shanaasaa.ii
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
zer-e-shamshiir yahii soch hai maqtal me.n mujhe
dekhiye ab kise laatii hai qazaa mere ba.ad