SEARCH RESULTS
Showing search results for "شوخ_شمائل"
Ghazal MATCHES FOR "شوخ_شمائل"
Ghazal
taasiir-e-be-qaraari-e-naakaam aafrii.n
hai kaam un se shoKH-e-shamaa.il ko thaamnaa
Momin Khan Momin
Ghazal
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
shauq-e-KHaraash-e-KHaar mire dil me.n rah gayaa
paa-e-talaash pahlii hii manzil me.n rah gayaa
Mirza Mohammad Taqi Hawas
Ghazal
baad-e-shimaal chalne lagii a.ng a.ng me.n
lipTaa hai kaun mujh se ye patjha.D ke rang me.n
Musavvir Sabzwari
Ghazal
jab tak aasuudgii nahii.n hotii
zindagii zindagii nahii.n hotii
Muhammad Hasan Ahsan Maliganvi
Ghazal
harf-o-KHayaal-o-taazgii she'rii jamaal aur shai
goyaa vo husn aur hai us kii sa.nbhaal aur shai
Azad Husain Azad
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
shaaKH o gul o samar kii baat kaun kare ki ek raat
baad-e-shimaal aa.ii thii baaG kaa baaG le ga.ii
Saleem Ahmed
Ghazal
ye to na thaa ki ziist KHataa-kaar bhii na thii
jitnii sazaa hai utnii gunahgaar bhii na thii
Manzoor Hashmi
Ghazal
aur manzar hai.n bahut chashm-e-KHariidaar me.n ab
KHvaab bikte hii nahii.n shahr ke baazaar me.n ab
Kamran Nadeem
Ghazal
garmii se mai.n to aatish-e-Gam kii pighal gayaa
raato.n ko rote rote hii jo.n sham-e-gul gayaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
biim-o-rajaa me.n qaid har ik maah-o-saal hai
jaise ye zindagii bhii ko.ii yarGamaal hai
Sahba Waheed
Ghazal
shab-e-siyaah kaa aa.nchal sarak chukaa hai bahut
a.ndherii raat me.n jugnuu chamak chukaa hai bahut
Masoom Sharqi
Ghazal
ham-sar-e-zulf qad-e-huur-e-shamaa.il Thahraa
laam kaa KHuub alif madd-e-muqaabil Thahraa
Ameer Minai
Ghazal
munfarid to hai tiraa ko.ii muqaabil na hu.aa
ko.ii maKHluuq bhii kaunain me.n kaamil na hu.aa
Mahir Bilgrami
Ghazal
hai.n teG-e-naaz-e-yaar ke bismil alag alag
siine me.n hai.n tapaa.n jigar-o-dil alag alag
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
sham' me.n soz kii vo KHuu hai na parvaane me.n
jo hai ai barq-shamaa.il tire diivaane me.n