SEARCH RESULTS
Showing search results for "شور"
Ghazal MATCHES FOR "شور"
Ghazal
junuu.n vahii hai vahii mai.n magar hai shahr nayaa
yahaa.n bhii shor machaa luu.n agar ijaazat ho
Jaun Eliya
Ghazal
sunaa hai log use aa.nkh bhar ke dekhte hai.n
so us ke shahr me.n kuchh din Thahar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
ai shauq vahii mai pii ai hosh zaraa so jaa
mehmaan-e-nazar is dam ik barq-e-tajallii hai
Akbar Allahabadi
Ghazal
ye kis ne jalva hamaare sar-e-mazaar kiyaa
ki dil se shor uThaa haa.e be-qaraar kiyaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
Varun Anand
Ghazal
shor yuu.nhii na parindo.n ne machaayaa hogaa
ko.ii jangal kii taraf shahr se aayaa hogaa
Kaifi Azmi
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
jazba-e-be-iKHtiyaar-e-shauq dekhaa chaahiye
siina-e-shamshiir se baahar hai dam shamshiir kaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
tark kar chuke qaasid kuu-e-naa-muraadaa.n ko
kaun ab KHabar laave shahr-e-aashnaa.ii kii
Ahmad Faraz
Ghazal
'faisal' vo saare log the bahre isii liye
KHaamosh rah ke shor machaanaa pa.Daa mujhe