SEARCH RESULTS
Showing search results for "شکار"
Ghazal MATCHES FOR "شکار"
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
gesuu-e-taabdaar ko aur bhii taabdaar kar
hosh o KHirad shikaar kar qalb o nazar shikaar kar
Allama Iqbal
Ghazal
tirchhii nigah se taa.ir-e-dil ho chukaa shikaar
jab tiir kaj pa.De to u.Degaa nishaana kyaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
vo KHud parindo.n kaa daana lene gayaa hu.aa hai
aur us ke beTe shikaar karne ga.e hu.e hai.n
Ziya Mazkoor
Ghazal
Aitbar Sajid
Ghazal
ye said-gaah-e-ishq hai Thahraa.iye nigaah
sayyaad-e-muztarib se na hogaa shikaar dil
Dagh Dehlvi
Ghazal
mire master na hote jo uluum-o-fan me.n daanaa
kabhii maulaa-baKHsh-saahab kaa na mai.n shikaar hotaa
Kaif Ahmed Siddiqui
Ghazal
ham ne to Gam ko siine se apne lagaa liyaa
Gam ne hame.n shikaar kiyaa haa.e kyaa kiyaa
Behzad Lakhnavi
Ghazal
kin nii.ndo.n ab tuu sotii hai ai chashm-e-girya-naak
mizhgaa.n to khol shahr ko sailaab le gayaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
ab mai.n huu.n aur maatam-e-yak-shahr-aarazuu
to.Daa jo tuu ne aa.ina timsaal-daar thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
tumhaare piichhe lagii hai.n udaasiyaa.n kab se
kisii pa.Daav pe ruk kar inhe.n shikaar karo
Madan Mohan Danish
Ghazal
tamaam shahr hai dushman to kyaa hai mere liye
mai.n jaantaa huu.n tiraa dar khulaa hai mere liye