SEARCH RESULTS
Showing search results for "شہر_طرب"
Ghazal MATCHES FOR "شہر_طرب"
Ghazal
shahr-e-tarab me.n aaj ajab haadisa hu.aa
ha.nste me.n us kii aa.nkh se aa.nsuu chhalak pa.Daa
Hamid Sarosh
Ghazal
ye shahr-e-tarab dekh bayaabaan me.n kyaa hai
ai taa.ir-e-vahshat tire imkaan me.n kyaa hai
Obaid Siddiqi
Ghazal
tuu apne shahr-e-tarab se na puuchh haal miraa
mujhe aziiz hai ye kuucha-e-malaal miraa
Aslam Mahmood
Ghazal
Syeda Nafis Bano shama
Ghazal
pahle sukuun chhiin le.n ham aasmaan kaa
shahr-e-tarab zamii.n pe basaa.e.nge phir kabhii
Ahmar Nadeem
Ghazal
shahr-e-tarab me.n raat havaa tez thii bahut
kaa.ndho.n se mah-vasho.n ke dupaTTe giraa diye
Nashtar Khaanqahi
Ghazal
abhii abhii ko.ii shahr-e-tarab se guzraa hai
kise dikhaa.uu.n dhu.aa.n bhar rahaa hai aa.nkho.n me.n
Mohammad Ali Asar
Ghazal
KHvaahishe.n rasta dikhaa detii hai.n varna yaaro
dil vo zarra hai jise shahr-e-talab yaad nahii.n
Yazdani Jalandhari
Ghazal
muntazir kaun saa thaa shahr-e-tarab jis ke liye
ham kabhii dasht kii viiraanii se baahar aate
Yawar Husain
Ghazal
kaT ga.ii ‘umr-e-vafaa dard ke viiraano.n me.n
ham kahaa.n aur kahaa.n shahr-e-tarab kii baate.n
Rahi Quraishi
Ghazal
laahuut tak rasaa.ii kii khaate the jo qasam
shahr-e-tarab me.n un ko muzal kar diyaa gayaa
Abdullah Saqib
Ghazal
KHushbu-e-badan aa.ii hai phir mauj-e-sabaa se
phir kis ko pukaaraa hai tire shahr tarab ne
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
hai.n halqa-e-zanjiir kaa ham KHanda-e-jaaved
zindaa.n me.n basaa.e hu.e ik shahr-e-tarab hai.n