SEARCH RESULTS
Showing search results for "شیر"
Ghazal MATCHES FOR "شیر"
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
kaav kaav-e-saKHt-jaanii haa.e-tanhaa.ii na puuchh
sub.h karnaa shaam kaa laanaa hai juu-e-shiir kaa
Mirza Ghalib
Ghazal
ishq me.n sar pho.Dnaa bhii kyaa ki ye be-mehr log
juu-e-KHuu.n ko naam de dete hai.n juu-e-shiir kaa
Ahmad Faraz
Ghazal
merii miinaa-e-Gazal me.n thii zaraa sii baaqii
sheKH kahtaa hai ki hai ye bhii haraam ai saaqii
Allama Iqbal
Ghazal
tishna-lab hai kab se dil saa shiir-KHvaar
tere duudho.n se hai.n chashme jaariyaa.n
Jaun Eliya
Ghazal
ishq bhii taak me.n baiThaa hai nazar-baazo.n kii
dekhnaa sher se aa.nkhe.n na la.Daanaa hargiz
Altaf Hussain Hali
Ghazal
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
ab ko.ii Gazal-chehra dikhaa.ii nahii.n detaa
ab shahr me.n abruu kii kamaane.n nahii.n hotii.n
Munawwar Rana
Ghazal
sher aashiq aaj ke din kyuu.n raqiibaa.n pe na ho.n
yaar paayaa hai baGal me.n KHaana-e-KHurshiid hai
Abroo Shah Mubarak
Ghazal
vo sair-chashm huu.n mere liye hai be-vaq'at
jamaal-e-huur-o-sharaab-tahuur-o-shiir-o-‘asal
Ahmad Faraz
Ghazal
Abbas Dana
Ghazal
Ameer Minai
Ghazal
dahan-e-sher me.n jaa baiThe lekin ai dil
na kha.De ho jiye KHuubaan-e-dil-aazaar ke paas
Mirza Ghalib
Ghazal
paa.nv me.n ghuumtii hai zamii.n aasmaa.n talak
is tifl-e-shiir-KHvaar kii raftaar dekhnaa
Obaidullah Aleem
Ghazal
Khalid Nadeem Shaani
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
paidaa hu.aa hai apne liye boriyaa-e-faqr
ye niistaa.n hai sher hai.n is niistaa.n me.n ham