SEARCH RESULTS
Showing search results for "طلا"
Ghazal MATCHES FOR "طلا"
Ghazal
ho KHaak raah-e-ishq me.n taa-qadr ho tirii
mis ke tilaa banaane ko iksiir shart hai
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
adhar tere bin munj na bhaave.n aqiiqaa.n
badan tere bin nii.n hai nekaa talaa munj
Quli Qutub Shah
Ghazal
Gair vaslat ke tire aur na KHvaahish apnii
kyaa talaa nuqra-o-diinaar-o-diram chaaro.n ek
Qasim Ali Khan Afridi
Ghazal
jab siim-bar ke Gam se hu.aa rang juu.n talaa
tab sab ne jaa aziiz kiyaa misl-e-zar mujhe
Shaikh Zahuruddin Hatim
Ghazal
karte hai.n niim-nigah me.n vo sunaa mas ko tilaa
hai ye adnaa nazar-e-ahl-e-nazar kii KHuubii
Hakeem Aagha Jan Aish
Ghazal
zardaar aur malak hai.n afsos hind me.n
chaa.ndii nahii.n talaa nahii.n durr-e-samii.n nahii.n
Shyam Sunder Lal Barq
Ghazal
tasviir tire panja-e-siimii.n kii talaa se
diivaan me.n hai mere likhii jaa.e muKHammas
Taban Abdul Hai
Ghazal
aashiqii sabr-talab aur tamannaa betaab
dil kaa kyaa rang karuu.n KHuun-e-jigar hote tak
Mirza Ghalib
Ghazal
huzuur-e-yaar hu.ii daftar-e-junuu.n kii talab
girah me.n le ke garebaa.n kaa taar taar chale
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Parveen Shakir
Ghazal
Saleem Kausar
Ghazal
phir shauq kar rahaa hai KHariidaar kii talab
arz-e-mataa-e-aql-o-dil-o-jaa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
kam nahii.n tama-e-ibaadat bhii to hirs-e-zar se
faqr to vo hai ki jo diin na duniyaa rakkhe