SEARCH RESULTS
Showing search results for "طوطے"
Ghazal MATCHES FOR "طوطے"
Ghazal
kah diyaa thaa ki ye rahbar jo chunaa hai tum ne
saaf tote kii tarah aa.nkh badal jaa.egaa
Shaad Aarfi
Ghazal
Abdul Ahad Saaz
Ghazal
tote ne kahaa kaun thaa dariyaa pe bataa de
muu.ii hai kahaa.n jaa ke tuu mainaa mujhe bolii
Nasir Shahzad
Ghazal
pa.Dhaayaa tote ko ik umr bevafaa niklaa
azal ke big.De kisii se sudhar nahii.n jaate
Nasim Maysori
Ghazal
na jaane kaise u.De dil ke haath se tote
nafas kii chhat pe kabuutar talaash karte hu.e
Dr. Mobashshera Sadaf 'Ghazal'
Ghazal
mai.n apnii har ik siyaah-baKHtii ko jaantaa huu.n
'za.iim' tote ko faal uThaanaa nahii.n pa.Degii
Zaeem Rasheed
Ghazal
Neyaz Jairajpuri
Ghazal
Shaariq Qamar
Ghazal
Nazim Ashraf
Ghazal
saraapaa-naaz vo mahfil me.n aa ke baiTh gayaa
na jaane kitno.n ke tote u.Daa ke baiTh gayaa
Neyaz Jairajpuri
Ghazal
Samad Raza
Ghazal
yuu.n kiyaa aazaad zanjiir-e-ta.alluq se mujhe
chho.D de jaise ko.ii tote ke shah-par kaaT kar
Mahir Abdul Hayee
Ghazal
zindagii tujh se ibaarat hai mirii pahchaan hai
ek tote kii tarah bas ye sabaq raTte rahe