SEARCH RESULTS
Showing search results for "طوف"
Ghazal MATCHES FOR "طوف"
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
ruke to gardishe.n us kaa tavaaf kartii hai.n
chale to us ko zamaane Thahar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Gaur se dekhte hai.n tauf ko aahu-e-haram
kyaa kahe.n us ke sag-e-kuucha ke qurbaa.n ho.nge
Momin Khan Momin
Ghazal
zamzam hii pe chho.Do mujhe kyaa tauf-e-haram se
aaluudaa-ba-mai jaama-e-ehraam bahut hai
Mirza Ghalib
Ghazal
zof se naqsh-e-pa-e-mor hai tauq-e-gardan
tire kuuche se kahaa.n taaqat-e-ram hai ham ko
Mirza Ghalib
Ghazal
mashGuul kiyaa chaahiye is dil ko kisii taur
le leve.nge Dhuu.nD aur ko.ii yaar ham achchhaa
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
haj se hame.n inkaar nahii.n hazrat-e-vaa.iz
tauf-e-haram-e-kuucha-e-dildaar to kar le.n
Akbar Allahabadi
Ghazal
Shahzad Qais
Ghazal
tauf-e-haram na der kii gahraa.iyo.n me.n hai
jo lutf un ke dar kii jabii.n-saa.iyo.n me.n hai
Shakeel Badayuni
Ghazal
un muGbacho.n ke kuuche hii se mai.n kyaa salaam
kyaa mujh ko tauf-e-ka.aba se me.n rind-e-dard-nosh
Meer Taqi Meer
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
kuu-e-butaa.n se tauf-e-haram ko chale to ham
lekin kamaal-e-hasrat o hirmaan o Gam ke saath
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
shauq tauf-e-haram-e-kuu-e-sanam kaa din raat
suurat-e-naqsh-e-qadam Thokare.n khilvaataa hai
Miyan dad Khan Sayyah
Ghazal
sikka apnaa nahii.n jamtaa hai tumhaare dil par
naqsh aGyaar ke kis taur se jam jaate hai.n
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
tauf-e-haram me.n yaa sar-e-kuu-e-butaa.n rahe
ik barq-e-iztiraab rahe ham jahaa.n rahe