SEARCH RESULTS
Showing search results for "غائب"
Ghazal MATCHES FOR "غائب"
Ghazal
aaKHir 'zafar' hu.aa huu.n manzar se KHud hii Gaa.eb
usluub-e-KHaas apnaa mai.n aam karte karte
Zafar Iqbal
Ghazal
milte nahii.n hai.n apnii kahaanii me.n ham kahii.n
Gaa.eb hu.e hai.n jab se tirii daastaa.n se ham
Rajesh Reddy
Ghazal
hazaar chehre hai.n maujuud aadmii Gaa.eb
ye kis KHaraabe me.n duniyaa ne laa ke chho.D diyaa
Shahzad Ahmad
Ghazal
kiyaa thaa use bosa-baazii ne paidaa
kamar kii tarah se jo Gaa.eb dahaa.n thaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
aa.nkh uThaane se bhii pahle hii vo ho.nge Gaa.eb
kyaa KHabar thii ki unhe.n itnii shitaabii hogii
Abdul Hamid Adam
Ghazal
aa.iina-aks mire haath tajallii Gaa.eb
mere dushman ko bhii yaa-rab mirii aadat na lage
Fuzail Jafri
Ghazal
kabhii avval nazar aanaa kabhii aaKHir honaa
aur vaqfo.n se miraa Gaa.eb o haazir honaa
Zafar Iqbal
Ghazal
sabhii kii nazro.n me.n Gaa.eb thaa jo vo haazir thaa
kisii ne ruk ke nahii.n dekhaa aadmii kii taraf
Nida Fazli
Ghazal
saahab-zaada pichhlii raat se Gaa.eb hai
ghar ke andar rishte vaale baiThe hai.n
Shakeel Jamali
Ghazal
jo yahaa.n haazir hai vo misl-e-gumaa.n maujuud hai
aur jo Gaa.eb hai us kii daastaa.n maujuud hai
Azm Bahzad
Ghazal
nazar bachaa ke nikalnaa to chaahtaa huu.n magar
vo kis jagah se hai Gaa.eb kahaa.n nahii.n hotaa
Nadeem ahmad
Ghazal
jis qadar maujuud huu.n mafquud huu.n
jis qadar Gaa.eb huu.n laafaanii huu.n mai.n
Abdul Hamid Adam
Ghazal
aam ke baaG se jab se hai.n parinde Gaa.eb
ba.ad us ke kahaa.n phir aam rasiile nikle
Aatish Indori
Ghazal
Gaa.eb me.n jo kahaa so kahaa phir bhii hai ye shukr
KHaamosh ho gayaa vo mujhe dekh kar to hai