SEARCH RESULTS
Showing search results for "غلطیاں"
Ghazal MATCHES FOR "غلطیاں"
Ghazal
gaaliyaa.n aise hii do mujh ko hamesha 'aatish'
Galatiyaa.n merii isii tarah bataate jaa.o
Aatish Indori
Ghazal
mai.n be-gunaahii kaa apnii subuut kyaa detaa
vo saarii Galatiyaa.n merii ginaa ga.e mujh ko
Aqib Jawed
Ghazal
Galatiyaa.n ham ne bhii bahut kii hai.n
kis ko kis kii KHataa bataa.e.n ham
Zohheb Farooqui Afrang
Ghazal
Galatiyaa.n agle vaqto.n se hu.ii hai.n
magar sadiyo.n se ham pachhtaa rahe hai.n
Zafar Sahbai
Ghazal
Dinesh Kumar
Ghazal
Galatiyaa.n apnii na ho.n phir bhii manaane kaa hunar
itnaa aasaan nahii.n KHud ko miTaane kaa hunar
Chand Akbarabadi
Ghazal
Naji Shakir
Ghazal
Jawed Ulfat
Ghazal
mujh se kuchh Galtiyaa.n to ho.ngii hii
aadmii huu.n KHudaa nahii.n huu.n mai.n
Gaurav Trivedi
Ghazal
sabhii se haath milaa.e gale sabhii se mile
sazaa.e.n do ki bahut kii hai.n Galatiyaa.n ham ne
Faheem Jogapuri
Ghazal
Galatiyaa.n dekh ke chup kyo.n rahuu.n us ke aage
Toktaa hai to vo sun.ne kii bhii himmat rakkhe
Harshit Mishra
Ghazal
jo asl baat hai us ko chhupaane kii KHaatir
kabhii kabhii Galatii maan jaayaa karte hai.n
Jamal Ehsani
Ghazal
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
ye bazm 'josh' kis ke jalvo.n kii rahguzar hai
har zarre me.n hai.n Galtaa.n uThtii hu.ii nigaahe.n