SEARCH RESULTS
Showing search results for "فنک"
Ghazal MATCHES FOR "فنک"
Ghazal
sunaa hai raat use chaa.nd taktaa rahtaa hai
sitaare baam-e-falak se utar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
partav-e-KHur se hai shabnam ko fanaa kii ta.aliim
mai.n bhii huu.n ek inaayat kii nazar hote tak
Mirza Ghalib
Ghazal
dast-e-falak me.n gardish-e-taqdiir to nahii.n
dast-e-falak me.n gardish-e-ayyaam hii to hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
ab us kaa fan to kisii aur se hu.aa mansuub
mai.n kis kii nazm akele me.n gungunaa.uu.ngii
Parveen Shakir
Ghazal
falak se taur qayaamat ke ban na pa.Dte the
aKHiir ab tujhe aashob-e-rozgaar kiyaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
ghaTaa.e.n uThtii hai.n barsaat hone lagtii hai
jab aa.nkh bhar ke falak ko kisaan dekhtaa hai
Shakeel Azmi
Ghazal
ishrat-e-qatra hai dariyaa me.n fanaa ho jaanaa
dard kaa had se guzarnaa hai davaa ho jaanaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
falak ne un ko ataa kii hai KHvaajgii ki jinhe.n
KHabar nahii.n ravish-e-banda-parvarii kyaa hai