SEARCH RESULTS
Showing search results for "قبا"
Ghazal MATCHES FOR "قبا"
Ghazal
us ke badan ko dii numuud ham ne suKHan me.n aur phir
us ke badan ke vaaste ek qabaa bhii sii ga.ii
Jaun Eliya
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
bazm-e-anjum me.n qabaa KHaak kii pahnii mai.n ne
aur mirii saarii faziilat isii poshaak se hai
Parveen Shakir
Ghazal
magar ye ahl-e-riyaa kis qadar barahna hai.n
galiim o dalq o abaa o qabaa ke hote hu.e
Ahmad Faraz
Ghazal
zer-e-qabaa jo husn hai, vo husn hai KHudaa
band-e-qabaa jo khol rahaa hai, ye ishq hai
Irfan Sattar
Ghazal
hamaare ahd kii tahziib me.n qabaa hii nahii.n
agar qabaa ho to band-e-qabaa kii baat kare.n
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
ye jo hai KHaak kaa ik Dher badan hai meraa
vo jo u.Dtii hu.ii phirtii hai qabaa merii hai
Farhat Ehsas
Ghazal
mutma.in mujh se nahii.n hai jo ra.ii.yat merii
ye miraa taaj rakhaa hai ye qabaa rakkhii hai
Anwar Masood
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
hamaarii shahr ke daanishvaro.n se yaarii hai
isii liye to qabaa taar taar rahtii hai
Rahat Indori
Ghazal
kan.aa.n me.n bhii nasiib hu.ii KHud-dariidgii
chaak-e-qabaa ko dast-e-zuleKHaa nahii.n milaa