SEARCH RESULTS
Showing search results for "قند"
Ghazal MATCHES FOR "قند"
Ghazal
vo sarv-qad hai magar be-gul-e-muraad nahii.n
ki us shajar pe shaguufe samar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
majaaz qaid mo'amma shabiih istiqbaal
kisii se aa.nkh milaane me.n adbiyaat pa.Dhii
Shahzad Qais
Ghazal
aa.nkho.n se gard jhaa.D ke dekhaa to dosto
kotaah qad bhii apne baraabar lagaa mujhe
Jameel Malik
Ghazal
ham uThaate hai.n maza talKHii o shiiriinii kaa
mai piyaale se pilaataa hai vo qand aa.nkho.n se
Anwar Shuoor
Ghazal
ghol detaa hai samaa'at me.n vo miiThaa lahja
kis ko maa'luum ki ye qand bhii zahriilii hai
Muzaffar Warsi
Ghazal
sajan yuu.n miThaa.ii suu.n bole bachan
ki us KHush bachan me.n lazat qand hai
Quli Qutub Shah
Ghazal
tire labo.n se hai albatta ik halaavat-e-ziist
nabaat-e-qand-e-shakar a.ngbii.n to kuchh bhii nahii.n
Akbar Allahabadi
Ghazal
yuu.n lifaafe me.n hamaaraa hai kalaam-e-shiirii.n
jis tarah baa.ndhte hai.n qand ke uupar kaaGaz
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
boso.n me.n mazaa qand-e-mukarrar kaa ho saaqii
ik daur dobaara kaa bhii Dhal jaa.e to achchhaa
Hatim Ali Mehr
Ghazal
ik duusre ko zahr pilaate hai.n log ab
baato.n me.n shahd ghol ke qand-o-nabaat kaa
Badiuzzaman Khawar
Ghazal
be-aql ho ke aa ga.e hastii kii ghaat me.n
diivaane ban ke pha.ns ga.e qaid-e-hayaat me.n
Muneer Shikohabadi
Ghazal
sarv ke chehra kamar siina kahaa.n
is ko kyaa tashbiih qadd-e-yaar se