SEARCH RESULTS
Showing search results for "لام"
Ghazal MATCHES FOR "لام"
Ghazal
sunaa hai jab se hamaa.il hai.n us kii gardan me.n
mizaaj aur hii laal o guhar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
fe pe ik nuqta hai aur qaaf pe hai.n nuqta do
kaaf bhii KHaalii hai aur laam bhii KHaalii, ye le
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
shaane kii har zabaa.n se sune ko.ii laaf-e-zulf
chiire hai siina raat ko ye muu-shigaaf-e-zulf
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
ham-sar-e-zulf qad-e-huur-e-shamaa.il Thahraa
laam kaa KHuub alif madd-e-muqaabil Thahraa
Ameer Minai
Ghazal
us ne mujhe salaam kiyaa laam ke baGair
ye baddu.aa thii mujh ko mire naam ke baGair
Syed Salman Gilani
Ghazal
halqa-e-zulf-e-butaa.n me.n hai bharii nik.hat-e-gul
ai dil is laam me.n buu-e-gul-e-islaam nahii.n
Amanat Lakhnavi
Ghazal
allaah re hausla mire qalb-e-do-niim kaa
jis ne sabaq pa.Dhaa hai alif laam miim kaa
Rasheed Rampuri
Ghazal
fauj-e-mizhgaa.n kaa kuchh iraada hai
zulf-e-pechaa.n ne laam baa.ndhaa hai
Muneer Shikohabadi
Ghazal
vo aur ho.nge jo aaraam se guzaar rahe hai.n
hame.n to us ne kahii.n laam par lagaayaa hu.aa hai
Aftab Hussain
Ghazal
dono.n hii aa kar alif kii raushnii me.n zam hu.ii.n
ik tajallii laam kii aur ik tajallii miim kii
Aurang zeb
Ghazal
zindagii bhar zindagii kab kar sakii
zindagii mere liye thii jaise laam
Munawwar Jahan Munawwar
Ghazal
har ek ishq ke kab qaa.ede se mahram hai
hanuuz shaiKH alif laam se nahii.n vaaqif
Shah Naseer
Ghazal
hai.n saad us kii aa.nkhe.n aur qad alif ke maanind
abruu hai nuun-e-naadir gesuu hai laam goyaa
Siraj Aurangabadi
Ghazal
aave nazar jo laam to aave KHayaal-e-zulf
jab scene pa.Dh ke dekhuu.n huu.n dandaa.n masiin ko
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
Ghazal
hu.ii hai ab to unhe.n lafz lafz se nafrat
javaab-e-KHat me.n kahii.n daad saad laam nahii.n
Fazal Husain Sabir
Ghazal
laam-e-dehlii alam-o-haa.e kaa shosha-e-parcham
ab to baaqii hai faqat naam-o-nishaan-e-dehlii