SEARCH RESULTS
Showing search results for "لفظوں"
Ghazal MATCHES FOR "لفظوں"
Ghazal
Adeem Hashmi
Ghazal
Nasir Kazmi
Ghazal
sa.nvaar nok-palak abru.o.n me.n KHam kar de
gire pa.De hu.e lafzo.n ko mohtaram kar de
Bashir Badr
Ghazal
KHayaalo.n kii ghanii KHaamoshiyo.n me.n
ghulii jaatii hai.n lafzo.n kii sadaa.e.n
Ahmad Mushtaq
Ghazal
vaqt lafzo.n se banaa.ii hu.ii chaadar jaisaa
o.Dh letaa huu.n to sab KHvaab hunar lagtaa hai
Abbas Tabish
Ghazal
kuchh siikh lo lafzo.n ko baratne kaa saliiqa
is shuGl me.n guzraa hai bahut vaqt hamaaraa
Sarvat Husain
Ghazal
itnaa aasaa.n nahii.n lafzo.n pe bharosaa karnaa
ghar kii dahliiz pukaaregii jidhar jaa.oge
Nida Fazli
Ghazal
ham se puuchho ki Gazal kyaa hai Gazal kaa fan kyaa
chand lafzo.n me.n ko.ii aag chhupaa dii jaa.e
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
Irfan Siddiqi
Ghazal
kyuu.n na aa jaa.e mahakne kaa hunar lafzo.n ko
terii chiTThii jo kitaabo.n me.n chhupaa rakkhii hai
Iqbal Ashhar
Ghazal
tahriir se varna mirii kyaa ho nahii.n saktaa
ik tuu hai jo lafzo.n me.n adaa ho nahii.n saktaa
Waseem Barelvi
Ghazal
apne ma.anii ko badalnaa to mujhe aataa hai
in ke lafzo.n ko badalnaa nahii.n aataa hai mujhe
Farhat Ehsas
Ghazal
harf se taasiir lafzo.n se ma.anii le gayaa
jaate jaate vo mirii jaaduu-bayaanii le gayaa
Jahangeer nayab
Ghazal
vahshat-e-dil sila-e-aabla-paa.ii le le
mujh se yaa-rab mire lafzo.n kii kamaa.ii le le
Ahmad Faraz
Ghazal
Aadarsh Dubey
Ghazal
rotaa huu.n mai.n un lafzo.n kii qabro.n pe ka.ii baar
jo lafz mirii shola-bayaanii me.n mare hai.n