SEARCH RESULTS
Showing search results for "لڑے"
Ghazal MATCHES FOR "لڑے"
Ghazal
Gulzar
Ghazal
aa.nkh khulte hii jabii.n chuumne aa jaate hai.n
ham agar KHvaab me.n bhii tum se la.De hote hai.n
Azhar Faragh
Ghazal
chi.Dte hai.n vo savaal se ye ham samajh ga.e
hai is liye unhe.n dil be-mudda.aa pasand
Bekhud Dehlvi
Ghazal
rah kar zamii.n pe chaa.nd ke diidaar ke liye
daftar me.n din guzarte hai.n itvaar ke liye
Om Awasthi
Ghazal
dam-e-nazzaara la.De marte hai.n aashiq us par
daulat-e-husn ke pesh aane se duniyaa hai vo ruKH
Haidar Ali Aatish
Ghazal
aduu se bazm-e-aduu me.n la.Daa rahe ho nigaah
nahii.n KHayaal ki apne paraa.e baiThe hai.n
Nooh Narvi
Ghazal
shaayad ki mile zaat ke zindaa.n se rihaa.ii
diivaar ko chaaTaa hai havaa.o.n se la.De hai.n
Akhtar Hoshiyarpuri
Ghazal
havaa-e-tund se kab tak la.Degaa shola-e-sarkash
abas hai KHud-numaa.ii kii havas me.n jalvagar honaa
Yagana Changezi
Ghazal
samundaro.n se la.De to use pata bhii chale
la.Daa.ii kartaa hai to bhii nadii se kartaa hai
Atul Ajnabi
Ghazal
itne dukhii is darja udaas jo saa.e hai.n
raat ke dasht me.n tez havaa se la.De ho.nge
Shahryar
Ghazal
sarmaa thaa magar phir bhii vo din kitne ba.De the
us chaa.nd se jab pahle-pahal nain la.De the
Ram Riyaz
Ghazal
Badr Wasti
Ghazal
sar ko pho.Daa kiye patthar se samundar se la.De
sub.h yuu.n shaam hu.ii shaam se yuu.n raat hu.ii
Alqama Shibli
Ghazal
Majeed Amjad
Ghazal
gardan jhukii hu.ii hai uThaate nahii.n hai.n sar
Dar hai unhe.n nigaah la.Degii nigaah se