SEARCH RESULTS
Showing search results for "لیلائیں"
Ghazal MATCHES FOR "لیلائیں"
Ghazal
shahr kii saarii alif-lailaa.e.n buu.Dhii ho chukii.n
shaahzaade ko ko.ii taaza kahaanii chaahiye
Rahat Indori
Ghazal
hai najd me.n sukuut havaa.o.n ko kyaa hu.aa
lailaa.e.n hai.n KHamosh divaane kidhar ga.e
Akhtar Shirani
Ghazal
Kafeel Aazar Amrohvi
Ghazal
laakh lailaa.e.n umaD aa.e.n Gazal par 'raahiil'
aaKHir is dasht kii aavaara sadaa ham bhii nahii.n
Raheel Farooq
Ghazal
Mohammad Ahmad Ramz
Ghazal
Habeeb Aarvi
Ghazal
muneer saifi
Ghazal
tuu itnii dil-zada to na thii ai shab-e-firaaq
aa tere raaste me.n sitaare luTaa.e.n ham
Ahmad Faraz
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
chalo 'faiz' phir se kahii.n dil lagaa.e.n
sunaa hai Thikaane ke din aa rahe hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
kahiye to aasmaa.n ko zamii.n par utaar laa.e.n
mushkil nahii.n hai kuchh bhii agar Thaan liijiye
Shahryar
Ghazal
Fana bulandshahri
Ghazal
ye bhii nayaa sitam hai hinaa to lagaa.e.n Gair
aur us kii daad chaahe.n vo mujh ko dikhaa ke haath
Nizam Rampuri
Ghazal
kaisii aadaab-e-numaa.ish ne lagaa.ii.n sharte.n
phuul honaa hii nahii.n phuul nazar aanaa bhii